لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Akbar ne kaha rokar

Mir Hasan Mir2009
ShiaNohaLyrics
Akbar ne kaha rokar Shabih e imam e zama ( n) khechte hain Tasawwur mei tasweer e jaan khechte hain Shabih e imam e, Kaha roo keh Akbar neh aiy dard tham jaa Ke seene se baba sinaa khechte hain Shabih e imam e (Akbar neh kaha roo kar aiy dard zara tham jaa , Baba mere seene se sinaa khech rahey hain ) x2 1. ( Aiy behtey lahu rukjaa ) x2 hai wasta sughra ka Baba mere seene se sinaa khech rahey hain Akbar neh kaha roo kar aiy dard zara tham jaa Baba mere seene se sinaa khech rahey hain 2. Patee mere baba neh ankho (n) pe nahi bandhi Di hai khuley aankho ( n) se ran mei meri qurbani Ai dada khaleel awo hai waqt qayamat ka Baba mere seene se sinaa khech rahey hain Akbar neh kaha roo kar aiy dard zara tham jaa Baba mere seene se sinaa khech rahey hain 3. Yasrab ki taraf ankhey har dam meri rehti hai Ab waqt bohat kam hai sansei( n) bhi ulajti hain Qasid meri sughra ke jaldi se zara aajaa Baba mere seene se sinaa khech rahey hain Akbar neh kaha roo kar aiy dard zara tham jaa Baba mere seene se sinaa khech rahey hain 4. Akbar ki guzarish hai lillaha na rad karna Jab aap ka shewa hai duniya ki madad karna Baba ki madad karney aajayie ay dada Baba mere seene se sinaa khech rahey hain Akbar neh kaha roo kar aiy dard zara tham jaa Baba mere seene se sinaa khech rahey hain 5. Dekha nahi jaayegaa aankho (n) se kabhi meri Tarpuga agar mei to taklif unhe hogi Ulfat ka takaza hai larzey na badan mera Baba mere seene se sinaa khech rahey hain Akbar neh kaha roo kar aiy dard zara tham jaa Baba mere seene se sinaa khech rahey hain 6. Armaan jo dil mei hai dil mei hi na dafna deh Aisa na ho Zainab ko jaa kar koi batladeh Pyari phupi amaa ( n) se bardaasht na yeh hoo gaa Baba mere seene se sinaa khech rahey hain Akbar neh kaha roo kar aiy dard zara tham jaa Baba mere seene se sinaa khech rahey hain 7. Marney ka nahi hai gham gham hai tou bus itnaa hai Darwzey pe muddat se bethi huwi sughra hai Sun kar ye khabar shayad mar jaayegi woh dukhiyaa Baba mere seene se sinaa khech rahey hain Akbar neh kaha roo kar aiy dard zara tham jaa Baba mere seene se sinaa khech rahey hain 8. Kehta tha takkllum woh himmat jo meri hoti Khud apney hi hathoo se mei khechta yeh barchi Taklif nahi apni hai dard mujhay iss ka Baba mere seene se sinaa khech rahey hain Akbar neh kaha roo kar aiy dard zara tham jaa Baba mere seene se sinaa khech rahey hain