لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Mujhe shaam ne maar diya

Mir Hasan Mir2012
ShiaNohaLyrics
Sham haye shaam....(4) Abid se jab watan me kisi ne kiya kalam. Guzre kaha pe zyada jafa tumpe ya imam Hazrat ne teen bar kaha shaam shaam shaam Sar nange sara kunba tha aur gird khaas o aam Bewo ka naam leke aduw shaad hote the Baba ka sar bhi rota tha aur hum bhi rote the.. Haye shaam ne maar diya Ha mujhe shaam ne maar diya Jabtak bhi rahe zinda...(2) Sajjad ka nauha tha... Haye shaam Haye shaam ne maar diya Ha mujhe shaam ne maar diya Haye shaam....(3) shaaam...haye shaam Kaise na bahe khoo ankho se Khanjar hi chala hai aisa Dam meri jawani tod chuki Bazar hai maqtal mera Wallaha mai zinda hu...(2) Kehne k liye warna Haye shaam Haye shaam ne maar diya Ha mujhe shaam ne maar diya Haye shaam....(3) shaaam...haye shaam Phir jata hai meri nazro me Bazar e shaam ka manzar Mahsoos ye hota hai mujhko Hai sath phupi be chadar Tay mujhse nahi hota...(2) Baazaar madine ka..... Haye shaam Haye shaam ne maar diya Ha mujhe shaam ne maar diya Haye shaam....(3) shaaam...haye shaam Kehti hai shariyat sar na khule Awaz e azaa'n jab aaye Par ahle haram sarpar apne haatho ko bhi rakh na paye Rassi me aseero'n ko...(2) Is tarha se jakda tha.. Haye shaam Haye shaam ne maar diya Ha mujhe shaam ne maar diya Haye shaam....(3) shaaam...haye shaam (sangat) Ho yaaaad.(2) Jado taa chup chup sajjad rehnda Usey haal koi na keh na shaam da bazar da Jede zulm dekhe aabid....(2) Dhundiya.... dhundiya de safar... Meeras shahadat hai meri Kya ye bhi mera virsa tha phupiyo ko liye jo be chadar Is shahar se mai guzra tha Sajjad ka maqtal hai....(2) Is shahar ka har kucha... Haye shaam Haye shaam ne maar diya Ha mujhe shaam ne maar diya Haye shaam....(3) shaaam...haye shaam Jab hath dua ko uthte hai Dil gham se mera phat ta hai Aati hai sakina yaad mujhe Mehsus yahi hota hai Jaise mere hatho par...(2) Rakkha hai koi lasha..... Haye shaam Haye shaam ne maar diya Ha mujhe shaam ne maar diya Haye shaam....(3) shaaam...haye shaam Gar ahle madina tum apne Ghar mujko bulana chaho Khushiyo me nahi aa sakta kabhi Majlis ka farsh bichhao Baki nahi khushiyo se....(2) Ab koi mera rishta... Haye shaam Haye shaam ne maar diya Ha mujhe shaam ne maar diya Haye shaam....(3) shaaam...haye shaam Baazaar me zainab ka jana Kya maut se kam iza thi kyu zahar diya zalim mujhko Ab iski zarurat kya thi Pehle hi takallum jab....(2) Kehta tha mera maula.... Haye shaam Haye shaam ne maar diya Ha mujhe shaam ne maar diya Haye shaam....(3) shaaam...haye shaam Haye shaam ne maar diya Ha mujhe shaam ne maar diya...(3)