لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Kya kare Abbas

Mir Hasan Mir2014
ShiaNohaLyrics
Haye abbas haye Abbas..(8) Rasan me haath bandhe hai Bahen hai be parda Sina se sar na girae to kya kare abbas Haye Abbas hay hay abbas hayy hayy abbas hayy hayy abbas Rasan me hath.... Padar ki laash se usko chudaya jata hai Sitam hai naake pe Tanha bithaya Jata hai Rasan me baali sakina ka bandh raha hai gala Sina se sar na girae to kya kare Abbas Wo Kis tarha se tasalli de aake madar ko Kiya hai dasht me do baar zibha asghar ko Lehed se aagaya naize pe jism asghar ka Sina se sar na girae to kya kare Abbas Chupa ke Bano se mu sharm saar hoti hai Wo pusht naaqa pe ab khud sarwar hoti hai Ye Kesa waqt hai Zahra ki betiyo pe pada Sina se sar na girae to kya kare Abbas Dhyaan lashae shabbir se hatana tha Dobara sayyade sajjad ko bachana tha Giri hai naaqe se maqtal me saniye Zahra Sina se sar na girae to kya kare Abbas Kahi pe kasimo akbar Kahi pe aun ka sar Kahi hai laal roqaiya ke aur Kahi asghar Wo bache naize pe hai jinko god me paala Sina se sar na girae to kya kare Abbas Hai neel chehrw pe itne tamache mare hai Laee ne khaich ke kano se durr utare hai Ke dino kaano se masoom ke lahu behta Sar uska kese Sina par Koi uthake chale Jo sheh ke saamne nazre sada jhuka ke chale Takaza meer takallum hai uski ghairat ka