لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Zakhmi Hai Fatema

Mir Hasan Mir2023
ShiaNohaLyrics
Dar Jal Chuka Hai Yusuf e Zehra Kab Aaoge Zehra Sadayen Deti Hai Maula Kab Aaoge Al Ajal, Al Ajal, Al Ajal, Al Ajal Allahumma Ajjil Lewaliyekal Faraj Allahumma Ajjil Lewaliyekal Faraj Zakhmi Hai Fatima Tooti Hain Pasliyan Ya Saheb-uz-zaman, Ya Saheb-uz-zaman Zakhmi Hai Fatima Tooti Hain Pasliyan Ya Saheb-uz-zaman, Ya Saheb-uz-zaman De Kar Sadayen Aapko Leti Hai Hichkiyan Ya Saheb-uz-zaman Zakhmi Hai Fatima Tooti Hain Pasliyan Ya Saheb-uz-zaman, Ya Saheb-uz-zaman Pahlu Shikastan Ho gaya Jaldi Sambhaal Lo Binte Nabi Ko Aag Se Aa Kar Nikaal Lo Maula Tumhari Daadi Hain Sholon Ke Darmiyan Ya Saheb-uz-zaman Zakhmi Hai Fatima Tooti Hain Pasliyan Ya Saheb-uz-zaman, Ya Saheb-uz-zaman Dekha To Hoga Zulm Nigah e Imam Se Beton Ke Samne Kabhi Logon Ke Samne Khaye Nabi Ki Beti Ne Durre Kahan Kahan Ya Saheb-uz-zaman Zakhmi Hai Fatima Tooti Hain Pasliyan Ya Saheb-uz-zaman, Ya Saheb-uz-zaman Afzal Abu Turaab Hai Kul Kaynat Se Khaibar Ko Fat'ha Jisne Kiya Apne Haath Se Wo Sher e Kibriya Kahan Aur Rassiyan Kahan Ya Saheb-uz-zaman Zakhmi Hain Fatima Tooti Hain Pasliyan Ya Saheb-uz-zaman, Ya Saheb-uz-zaman Haye Maadar Ka Chehra Takti Hain Hasrat Se Bar Bar Zainab Ke Saath Sath Hain Kulsoom Be Qarar Chehre Pe Neel Dekh Ke Roti Hain Betiyan Ya Saheb-uz-zaman Zakhmi Hai Fatima Tooti Hain Pasliyan Ya Saheb-uz-zaman, Ya Saheb-uz-zaman Ik Zal-Zala Sa Taari Tha Qabr e Rasool Par Zalim Ne Aise Haath Uthaya Batool Par Bikhri Zamin Pe Toot Ke Zehra Ki Baaliyan Ya Saheb-uz-zaman Zakhmi Hai Fatima Tooti Hain Pasliyan Ya Saheb-uz-zaman, Ya Saheb-uz-zaman Kis Din Zahoor Paoge Ae Ibne Fatima Batla Rahi Hai Zehra Ki Ye Zere Dar Sada Yasrab Me Tumne Dekhi Hai Zakhmon Se Choor Maa Ya Saheb-uz-zaman Zakhmi Hai Fatima Tooti Hain Pasliyan Ya Saheb-uz-zaman, Ya Saheb-uz-zaman Ae Waris e Rasool Qayamat Phir Aa Gayi Ghaiwat Me Tum Ho Aur Shahadat Fir Aa Gayi Aa Kar Suna To Do Hamen Ghurbat Ki Dastan Ya Saheb-uz-zaman Zakhmi Hai Fatima Tooti Hain Pasliyan Ya Saheb-uz-zaman, Ya Saheb-uz-zaman Har Dushman e Batool Ko Tukdon Me Baant Do Tumko Qasam Hussain Ki Wo Haath Kaat Do Jis Haath Ka Hai Bibi Ke Rukhsar Par Nishan Ya Saheb-uz-zaman Zakhmi Hai Fatima Tooti Hain Pasliyan Ya Saheb-uz-zaman, Ya Saheb-uz-zaman Ayyam e Pursadaar e Zehra Ka Wasta Karte Hain Khum Me Mir Takallum Ye Sab Dua Matam Karen Baqiya Me Har Maatmi Jawan Ya Saheb-uz-zaman Zakhmi Hai Fatima Tooti Hain Pasliyan Ya Saheb-uz-zaman, Ya Saheb-uz-zaman