لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Mai Us Ghareeb Ka Chehlum Manane Aayi Hoon

Mir Rehan Abbas(Bangalore)2025
ShiaNohaLyrics
Bulake ban me satakar jise Shaheed kiya Aaj chelum hai mere ussh gareeb bhai ka Kar diya jiska sitamgaro ne tukde tukde thamke apna jigar kaheti hain binte zahra Paraye desh me jisko kafan talak na mila Mai us ghareeb ka chehlum manane aayi hoon Wo jiska dasht me paamal hogaya lasha Mai us ghareeb ka chehlum manane aayi hoon 1. Laeen phirata raha jiske halq par khanjar Sawaar shimr sitamgar tha jiske seene par Mai jiska dekh ke aayi hoon bekafan lasha Mai us ghareeb ka chehlum manane aayi hoon 2. mujhko zalim ne gala jiska dikhakar kata jiske rukhsar pe zalim ne tamacha mara dekhkar mujhko suku milta tha jiska chera Mai us ghareeb ka chehlum manane aayi hoon 3. Ke jiske phool se bache ko na mila pani Aur uska teen dino haaye band tha pani Gale me jiske pisar ke tha teere seh shoba Mai us ghareeb ka chehlum….. 4. Bhatije bhanje bhayi shaheed jiske hue Mai dekhti rahi paamal hogaye lashe Bas ek roz me wo jiski lut gayi dunya Mai us….. 5. Wo jiska laal na turbat me reh saka haaye Layeen nanha sa lasha nikaal kar laaye Mai dekhti rahi naazuk gale ko kat-ta huwa Mai us…… 6. Giri mazaar pe bhayi ki nauhakhwan zainab Batado bhaiya mere jaayen ab kahaan zainab Ye kehke qabr pe behosh hogayi dukhiya Mai ussh..... 7. Ye dekhlo mere bhai hai chutgayi Zainab Dilaon nazr bhala kispe lutgayi Zainab Ye kehke qabr pe behosh hogayi dukhiya Mai us….. 8. Ghareebe Fatima zehra ka arbaeen hai ye Jahaan pukaara ke mola ka arbaeen hai ye Dhadakta qalb hai Rehaan aur Mubarak ka Mai us ghareeb ka chehlum manane aayi hu