لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Sab Karbala Chale Gaye

Mir Yousuf Mir2022
ShiaNohaLyrics
sab karbala chalein gaye mai reh gaya yaha ya sahib az zama thamtay nahi hai ashq na rukti hai hichkiya ya sahib az zama 1. is arbaein py dhoondou ga mola tumhein wahan paidal najaf sy jayengy jitny bhi karwa ya sahib az zama 2. ghurbat ky uss maqam py roye gi meri maa naqay sy bint e fatima zehra sa giri jaha ya sahib az zama 3. aye kash hum bhi apni jabeein ko waha rkhein raggrii hai jis jagah ali akbar ny airiya ya sahib az zama 4. zindaa mai ab bhi qaid hai kab jayegi wo ghar kab khatm hoga baali sakina ka imtihaa ya sahib az zama 5. jis ghar ny sb ko chadary banti tamam umr by parda rann mai hogaye us ghar ki bibiya ya sahib az zama 6. bagh e fidak ky sath talab karna akay tum cheehni gaye thi baali sakina sa ki baliya ya sahib az zama 7. sajjad (poet) ki lahuu bhari ankhon ko dekh kr ghurbat mai ro ky kehti hai hazrat ki dadi jaa ya sahib az zama