لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Hussain zinda rahega

Mirza Rehan Ali Firdosi2017
ShiaNohaLyrics
Hussain hussain hussain hussain Islam ki pehchan faqath karbobala hai sacchayi ka elaan faqath karbobala hai quran hi quran faqath karbobala hai tha hashr sare karbobala likkha rahega Hussain zinda rhega...(3) is ek namazi ne namazon ko bachaaya quran me allah ke raazo ko bachaaya is shahe mijaazee ne mijaazon ko bachaaya allaha ke sajdon ki kasam sajda rahega Hussain zinda rahega....(2) Hussain raha hai hussain zinda rahega..(2) Yazeed aur yazeedi nizaam murda rahega hussain zinda raha hai hussain zinda rahega..(2) Ya hussain ya hussain ya hussain touheed bachayi hai shariyath bhi bachayi nana ke nawaase ne resalath bhi bachayi moqtal me imamath ne wilayath bhi bachayi moqtal me imamath ne wilayath bhi bachayi ab deene khuda deher me pa indha rahega hussain zinda raha hai hussain zinda rahega..(2) Ya hussain ya hussain ya hussain wo fathema zehra ki taharath ka asar hai wo masjide khufa ki shahadath ka safar hai ab karbobala shaam nahi noore seher hai ab karbobala shaam nahi noore seher hai wo khafalaye ishq yuhin chaltha rahega hussain zinda raha hai hussain zinda rahega..(2) Ya hussain ya hussain ya hussain bathil se hai wo karbobala barsare paikaar gaibath me zamaane ka hussain abbhi hai taiyyaar hai uske tasarroof me bhi wo haideri talwaar hai uske tasarroof me bhi wo haideri talwaar phir parchame islam hi lehraatha rahega hussain zinda raha hai hussain zinda rahega..(2) Ya hussain ya hussain ya hussain ye dayisho al qaida o lashkare sufiyan insaan ki shaklon me nazar aathe hai shaitaan dushmann hain azadaaron ke ye aaj ke marwaan dushmann hain azadaaron ke ye aaj ke marwaan ye lashkare bathil hai jo sharminda rahega hussain zinda raha hai hussain zinda rahega..(2) Ya hussain ya hussain ya hussain phir aaj ke ye shimr gale kaat rahen hain islam ke lashkar ko qaza baat rahen hain aur apne sipaahi bhi ali chant rahen hain aur apne sipaahi bhi ali chant rahen hain jo aaj hai haq par wahi aa indha rahega hussain zinda raha hai hussain zinda rahega..(2) Ya hussain ya hussain ya hussain dethe hain salaami shahe waala ke pisar ko us aabide beemaar ko us zaqmi jigar ko jo leke chala dashth se ujade huwe ghar ko jo leke chala dashth se ujade huwe ghar ko jo shaam ke bazaar me bhi zinda rahega hussain zinda raha hai hussain zinda rahega..(2) Ya hussain ya hussain ya hussain ghazi jo hussain ibne ali ka tha wafadaar shabbir ne usko naa diye naiza o talwaar jo baazu kataakar bhi raha shai ka madadgaar jo baazu kataakar bhi raha shai ka madadgaar abbas ke parcham ka sada saya rahega hussain zinda raha hai hussain zinda rahega..(2) Ya hussain ya hussain ya hussain wo baali sakina jo buka karthi thi har aan raas aagaya shahzaadi ko wo shaam ka zindaan wo jiske liye rehtha tha sajjad pareshaan wo jiske liye rehtha tha sajjad pareshaan zindaan me masooma ka ab giriya rahega hussain zinda raha hai hussain zinda rahega..(2) Ya hussain ya hussain ya hussain shabbir ki wo pehli azadaar hai zainab afsoos yahi hai sare darbaar hai zianab pardes me ab be kaso lachaar hai zainab pardes me ab be kaso lachaar hai zainab shazadi ke zaqmo pe jahaan rotha rahega hussain zinda raha hai hussain zinda rahega..(2) Ya hussain ya hussain ya hussain rehan o zafar karbobala ranjo alam hai ghum hai jo koi deher me shabbir ka ghum hai shiyon ko yahi ghum mila moula ka karam hai shiyon ko yahi ghum mila moula ka karam hai matam shahe mazloom ka yun hotha rahega hussain zinda raha hai hussain zinda rahega..(2) Ya hussain ya hussain ya hussain hussain zinda rahega....(4)