لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Bibi madina aa gaya

Miscellaneous2014
ShiaNohaLyrics
Bibi Madina a Gaya x2 Fiza se zainab ne kaha Bibi Madina a gaya Ale nabi ka kafela Jab kaid se chuth kar chala Nazdiq yasrab jab huwa, fizza se zainab ne kaha Bibi Madina a gaya X 2 1 Kafela da ale nabi Cheze bande bone rawa shudh Yasrab da chheenes dishi deshud Fizza zainab da howe, Bibi Madina a gaya X 2 2 Ab khatm hai apna safar Aata hai ab mujko nazar Wo samne yasrab nazar Hazrat ka rowza aagaya Bibi Madina a gaya X 2 3 Bimaro nagir natawan Sajad karte hai bayn Aale nabi ka kaarvan Kaste me bheja jaayenga Bibi Madina a gaya X 2 4 Ehle madina ayega Baarbad hamko paayenga Betaab sab hojaayenga Hojaayenga mehshar bapa Bibi Madina a gaya X 2 5 Sarwar na ayenga nazar Akbar na ayenga nazar Asgar na ayenga nazar Sugra ka hoga haal kya Bibi Madina a gaya X 2