لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Rehai qaid se zainab ko jab mili hogi

Miscellaneous2014
ShiaNohaLyrics
Rehayee qaid say Zainab(sa) ko jab mille ho gi bina Hussain(as) kay woh kaisay ghar gaye hoo gaye Aye Nana Tayray nawasay ko tayri ummat nay Daffan kiya hai na uryian hi ban mein chor diya Hussain(as) Ya Hussain(as),Hussain(as) Badshah Hussain(as) shahenshah, Hussain(as) deen hai Hussain(as) dein pannah, Shaheed-e-karbala zabihay nainwa, Bay zuram-o-bay khata Hay tayra ghar luta Hussain(as) Ya Hussain(as) Ya Hussain(as) Ya Hussain(as)! Batoolzadi(sa) yehi baat sochti hoo gi Lutien thi dasht mein jo chaderien Saydaniyoon(SA) ki lutayein Abid-e-Beemar(as) ko layeenoon nay Sajjad(as) haaye Sajjad(AS) Beemar-e-karbala, Aseer-e-baykhata tumhara qafla, to tha luta howa pahan kay bayriyaan, jidhar bhi tu gaya woh raasta bhi tha laho laho howa na jaanay kis tarhaan, yeh tu nay seh liya Yeh Zainab(sa)-e-hazeen, ka ser khola howa phir is kay baad tu, hai jab tallaq jiya tumhari aankh say, sadda hai khoon baha Sajjad(as) haaye Sajjad(AS) haaye Sajjad(AS) haaye Sajjad(AS)! Ali(as) ki Laadli hasrat say daykhti ho gi Woh chay(6) ma'ah kay bachay ko teer ma'ara tha Woh Sheer khawar ka laasha seenay pay laaya tha Sagheer(as) Haaye Sagheer(as), Sagheer(as)-e-Karbala Aye Kushta-e-jaffa, kisi ki dushmani Hai tum say kiya bhala, tumhara sin abhi nahin hai jang ka, qaza ka teer hai badast-e-hurmala(la), tumhara phool say bhi hai narm galla, Rubab(sa) kis tarhaan karay gi hosla, Khuda(swt) ra hosla na maa' ka aaz'ma Hussain(as) per yehi, waqt hai karra laho Sagheer(as) ka moh per mal liya Sagheer(as) Haaye Sagheer(as) Haaye Sagheer(as) Haaye Sagheer(as)! Batool(sa) lahad mein moh apna peet'ti ho gi Parray thay Laashay jawaanoon kay dasht-e-karbal mein parra tha Ghazi(As) ka Laasha bagheer shanoon kay Abbas(as) Haaye Abbas(as) Abbas(as) bawafa, Abbas(as) basafa hay tu pala howa Ali(as) ki goud ka Abbas(as) Moajazza hai tu Batool(sa) ka Abbas(as) ek naya, hai pesh marhala Hai Zainab(sa) bayrida, safar hai Sham ka thay Shami bayhiya, Wa Museebatta! Abbas(as) Haaye Abbas(as) Haaye Abbas(as) Haaye Abbas(as)! Jawan bhai kay shanoon ko dhondti ho gi Gaya tha qafla maqtal mein Ale-Ahmed(As) ka Dhoonda hai dasht mein har Bibi(sA) nay apnay pyaroon ko Jawan haaye jawaan, Shabih-e-Mustafa(saw) Wazir-e-Murtaza(as) athara(18) saal tek tu burqay mein palla, phophi nay naaaz say tujhay jawaan kiya, Khuda(swt) kay waastay Abhi na ran mein ja, Hussain(As) kis tarhaan Yeh daykh paayay ga, jawaan ka jigar(sadqay Mola) Sina ka totna, Bahan thi muntazir Woh ab bhi daykhti, hai tayra rasta Jawan haaye jawaan haaye jawaan haaye jawaan! Karakti Dhoop mein ro ro kay dhondti ho gi Gaye thi sham tumharay Sakina(sa) Karbal mein kahan hai Bhayyia mujhay nazar nahin aati Hussain(as) Ya Hussain(as), Hussain(as) Badshah Hussain(as) Shahenshah, Hussain(as) Baywatan Hussain(as) Baykafan, jo sar ser-e-sina'ah to reet peh badan, luta hai dast mein Batool(sa) ka chaman Beemar Sughra yeh Abid(As) say poochti ho gi Sunni jo bali Sakina(SA) nay khabar yeh Akhtar keh sab chalay hain mujhay chor ker Madinay ko Masooma(SA) kabr mein tanha hi ro rahi ho gi!!