لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Sajde mein maar daala damaad mustafa ka

Miscellaneous2014
ShiaNohaLyrics
Sajde me maar dala damad mustafa ka Ummat ne kar diya hai.. 2 Ahwal yu qaza ka Pardes me yatimi zainab pe chagayi hai Haye qatl hogaya hai... 2 Sartaj fatema ka Haider ki betiyo par haye tut gayi qayamat Dhaya hai kalma goh ne... 2 Aisa sitam jafa ka Arsho farash pe usdam kohram mach gaya hai Jibril ne ailan jo... 2 Kiya qatl murtaza ka Haye kalma goh ne uspe talwar hai chaladi Lehraya jisne parcham... 2 Har simt la ilaha ka Taboot jab uthaya hasnain ne baba ka Ghar me ali ke barpa... 2 Hua hashr hai bala ka Isko fida zamana kaise mita sakega Ye matami asar hai... 2 Zainab ki ik dua ka