لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Uthe kaise Uthe kaise

Miscellaneous2014
ShiaNohaLyrics
Paresha hai zindan me saniye Zehra Uthe kaise Uthe kaise bali Sakina ka lasha 1 Musibat ki manzil yeh kitni badi hai Yatima ki mayyat zami par padi hai Bane kabr kyu kar uthe kaise lasha Paresha hai zindan me saniye Zehra Uthe kaise Uthe kaise bali Sakina ka lasha 2 Yeh gurbat yeh tanhaai yeh kaid khana Hai zanzir mei jakda bimar bhaiyya Uthaey behan ka who kaose janaza Paresha hai zindan me saniye Zehra Uthe kaise Uthe kaise bali Sakina ka lasha 3 Hai bimar haaton mei hatkadiya pehne Gale mein hai toke gareban uske Utaare lehed mei who kaise janaza Paresha hai zindan me saniye Zehra Uthe kaise Uthe kaise bali Sakina ka lasha 4 Kahan se kafan laake pehnae Zainab Bhatiji ko kis tarah dafnaaey Zainab Qayamat hai ek qaid khane mein barpa Paresha hai zindan me saniye Zehra Uthe kaise Uthe kaise bali Sakina ka lasha 5 Madad karne aajaaoo mere baradar Kaha roke Abid ne shana hilakar Zara de do ake janaze ko kandha Paresha hai zindan me saniye Zehra Uthe kaise Uthe kaise bali Sakina ka lasha