لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Ya sayyadi ya abbas

Miscellaneous2014
ShiaNohaLyrics
Ya Sayyadi Ya Abbas Ya Abulfazlil Abbaz 1 Kahte hai rokar gulam Lijiye aaka salaam Ya Sayyadi Ya Abbas Ya Abulfazlil Abbaz 2 Tashna labo tashna kaam Sabro wafa ke imam Ya Sayyadi Ya Abbas Ya Abulfazlil Abbaz 3 Behre wafa jaan diye Hogayi zinda wafa Ya Sayyadi Ya Abbas Ya Abulfazlil Abbaz 4 Kyo na ho bache udaas Toot gayi sabki aas Ya Sayyadi Ya Abbas Ya Abulfazlil Abbaz 5 Kaon hai dharas bandaye Aake Sakina ke paas Ya Sayyadi Ya Abbas Ya Abulfazlil Abbaz 6 Khoon me doobe hue Mashko Alam aa gaye Ya Sayyadi Ya Abbas Ya Abulfazlil Abbaz 7 Bacho ke dil buj gaye Phool se murjha gaye Ya Sayyadi Ya Abbas Ya Abulfazlil Abbaz 8 Pyase hi mar jaaege Pyaas bujhayega kawn Ya Sayyadi Ya Abbas Ya Abulfazlil Abbaz 9 Hatho se thame kamar Ran me khade hai Hussain Ya Sayyadi Ya Abbas Ya Abulfazlil Abbaz 10 Ro Ro kar Saidaniya Khaime me karti hai bain Ya Sayyadi Ya Abbas Ya Abulfazlil Abbaz 11 Mashko Alam ke liye Dil ka lahoo beh gaya Ya Sayyadi Ya Abbas Abulfazlil Abbaz 12 Shamme wafa bujh gayi Naame wafa rah gaya Ya Sayyadi Ya Abbas Ya Abulfazlil Abbaz 13 Teero sitam kha chuke Asgar-e-besheer bhi Ya Sayyadi Ya Abbas Ya Abulfazlil Abbaz 14 Behre Khuda aayiye Jaate hai Shabbir bhi Ya Sayyadi Ya Abbas Ya Abulfazlil Abbaz 15 Mashko Alam zindabad Zikre wafa zindabad Ya Sayyadi Ya Abbas Ya Abulfazlil Abbaz 16 Mashko Alam se Riyaz Aati hai Gazi ki yaad Ya Sayyadi Ya Abbas Ya Abulfazlil Abbaz Ya Sayyadi Ya Abbas Ya Abulfazlil Abbaz