لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Qissa e Karbala

Miscellaneous2021
ShiaNohaLyrics
Baba kahiye qissa x2 humse kise bacche ka mazi mai rooh hua ghum ki dastaan 1. Ha yeh hai qissa chae maha ke bacche ka ek khamie mai tha sehro se tha bhuka pyass se tha rota ab pass hi tha dariya pani pila ne ko ran mai gaye baba dede koi shayad pani ka qatra lakin badle mai teer use mara khoon us bacche ka arsh talak phocha Baba kahiye qissa x2 humse kise bacche ka mazi mai rooh hua ghum ki dastaan 2. baba batlaye na kaisa darinda tha jo zulm kiya aisa kya jurm tha ka bacche ka bedardi se bacche ko zalim ne kyu mara dariya bhi tha bahta fir bhi raha pyassa hai dard bhara qissa hai dard bhara qissa sun kar ye gham baba dil rota hai mera Baba kahiye qissa x2 humse kise bacche ka mazi mai rooh hua ghum ki dastaan 3. ha ye hai qissa dast e musibat ka tha raat ka andhera tanha ek bacchi nanhi shazadi ran ki taraf daudi ro ke kehti baba laut aao dast e musibat mai to na tarpao aaye chacha abbas aajao mere paas pani nahi pani nahi pina mai bhul gayi pyass Baba kahiye qissa x2 humse kise bacche ka mazi mai rooh hua ghum ki dastaan 4. baba tha kon waha lasho ke darmiya ya thi wo sakina ya thi wo rukiya baba wo yatima jis ka kurta jala thi matal mai tan ha koi na tha us ka hai dard bhara qissa hai dard bhara qissa aun kar ye gham baba dil rota hai mera Baba kahiye qissa x2 humse kise bacche ka mazi mai rooh hua ghum ki dastaan 5. ha ye hai qissa ek qadi bacchi ka rhi jo shazadi nam sakina tha masoom yatima ka shabbir ki thi beti baba ke gham mai roti rahti thi baba ko har su dhund rahti thi mil na saka us ko baba ka seena baba ke sar ko us ne kata dekh Baba kahiye qissa x2 humse kise bacche ka mazi mai rooh hua ghum ki dastaan 6. baba jis dam usne baba ka sar dekha baba ye mat khana mar gayi sakina nai ae us ne sahe zindaan e sham ke gham mai se wo rahi zinda durro seh ke sitam baba de ajare khuda baba de ajare khuda hum ko jo batlaya qissa e karbala Baba kahiye qissa x2 humse kise bacche ka mazi mai rooh hua ghum ki dastaan