لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Hussain-o-Ya Hussain

Musaveer Raza Musavir2023
ShiaNohaLyrics
salamunalaik saqenil karbala . salamunalaik zeenatil murtaza salamunalaik kasiratal huda.. hussain o ya hussain a.s 1.tu sahibe nizam hai tu kon ka imam hai nijat do hame aye shahe karbala hai toote hue a dilo ki sada hussain ya hussain 2.nabi ka tu kharar hai tu deena ka wiqar hai jise tu mila milgaya usko khuda hai dono jahan k a lab pe sada hussain ya hussain 3.nijat ki nijat hai tu azm ki hayat hai..2 times tujhe dekh ambiya ne kaha marhaba marhab lo salam me wafa hussain ya hussain 4.tumhi se naame kibriya tumhi se deen ki baqa sina ki noke pe sar tera jab chadha gala kata k youn toone quran padha hussai... 5. miyane karbala hussain tu deen ki baqa husain aye naze khuda ibne khairul wara aye shahe zaman aye qatile jafa.. hussain ya hussain 6.tumhari rooh jaan ko tumhare naujawan ko bala k dasht me barchi mari gayi ghame pisar me youn chingayi roushni.. 7.ajeeb tha wo marhala ajeeb tha wo haunsala gale pe churi aur shukre khuda aye ibne ali a tera haunsala hussain ya hussain 8.aye mehdi zair-e-hazeen hussain hai wo bil yaqeen musaveer hai jo deen k azm ka jo shahe huda jo shaheede jafa husaain ya husain...