لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Aye Shiyon Jab Peena Pani

Nadeem Sarwar1990
ShiaNohaLyrics
Kehti hai yeh dukhtar e sultane karbala nikli mai khaima gaah se maqtal ka rukh kiya jis dum mai pohchi laashe padar par basad buka..(2) aati thi saaf halqe burida se yeh sadaa Shi'atima in sharib tum ma'a azbin fazkuruni Au same'tum be gharibin au shahidun Fandebuni Aye Shiyo Jab Pina Pani Bhool Na Jaana Mujhe Zikre Ghurbat Ya Shahadat Ho To Ro Lena Mujhe 1. Ghaat par darya ke pehre daar the sab ashqiya'n Ki Bohot Koshish Magar Katra Naa Pani Mil Saka Teen Deen Tak Mera Kunba Pani Ko Tadpa Kiya..(2) Shi'atima in sharib tum ma'a azbin fazkuruni Au same'tum be gharibin au shahidun Fandebuni Aye Shiyo Jab Pina Pani Bhool Na Jaana Mujhe Zikre Ghurbat Ya Shahadat Ho To Ro Lena Mujhe 2. Pyaase duniya se gaye zainab ke do lakhte jigar Ho Gaya Pamaal Pyasa Bhai Ka Noore Nazar Tashnalab Rukhsat Hua Kadyal Jawa'n Mera Pisar..(2) Shi'atima in sharib tum ma'a azbin fazkuruni Au same'tum be gharibin au shahidun Fandebuni Aye Shiyo Jab Pina Pani Bhool Na Jaana Mujhe Zikre Ghurbat Ya Shahadat Ho To Ro Lena Mujhe 3. Bhai ne darya pe qabza karke mashkiza bhara Pyasa Tha Pyasa Hi Khaima gaah Se Gaazi Chala Haay Re Taqdeer Paani Mashk Se Sab Behgaya..(2) Shi'atima in sharib tum ma'a azbin fazkuruni Au same'tum be gharibin au shahidun Fandebuni Aye Shiyo Jab Pina Pani Bhool Na Jaana Mujhe Zikre Ghurbat Ya Shahadat Ho To Ro Lena Mujhe 4. Wa ana sibtil lazi min ghairi jurmin qataluni wa bi juzdil khairi ba'din qatelal sahaquni Dosto Mai Hu Nawasa Sayyade Kaunain Ka Jurm Dhaye Ashqiya Ne Mujhpar Be Jurmo Khata Baad Ko Ehle Daga Ne Kata Kanjar Se Gala Shi'atima in sharib tum ma'a azbin fazkuruni Au same'tum be gharibin au shahidun Fandebuni Aye Shiyo Jab Pina Pani Bhool Na Jaana Mujhe Zikre Ghurbat Ya Shahadat Ho To Ro Lena Mujhe 5. Ek anghuthi ke liye bazdal ne ki ungli qata Le Gaya Malik Padar Ka Beta Ammama Mera Qais bin ash'as Hamara Jamaey Tan Legaya Wa ana sibtil lazi min ghairi jurmin qataluni wa bi juzdil khairi ba'din qatelal sahaquni Aye Shiyo Jab Pina Pani Bhool Na Jaana Mujhe Zikre Ghurbat Ya Shahadat Ho To Ro Lena Mujhe 6. Qatl karke aye shiyo phir dushmano ne kya kiya Kaat Kar Sar Sibte Payghambar Ka Neze Pe Rakha Lasha e Besar Ko Phir Godo Se Tukde Kar Diya..(2) Wa ana sibtil lazi min ghairi jurmin qataluni wa bi juzdil khairi ba'din qatelal sahaquni Aye Shiyo Jab Pina Pani Bhool Na Jaana Mujhe Zikre Ghurbat Ya Shahadat Ho To Ro Lena Mujhe 7. Laita kum fi yaumi ashura jame'an tanzuruni kaifa az tas'eel e tiflin fa bua ay-yarhabuni Paas agar hote shia mere na hota aisa haal us ghadi shiddat se aaya tha mere dil mein khayal paani ka asghar ke khatir kar raha tha jab sawaal..(2) Laita kum fi yaumi ashura jame'an tanzuruni kaifa az tas'eel e tiflin fa bua ay-yarhamuni Aye Shiyo Jab Pina Pani Bhool Na Jaana Mujhe Zikre Ghurbat Ya Shahadat Ho To Ro Lena Mujhe 8. Rooh barsa haaye wo manzar jo koi dekhta Qalb Phatjata Jo Pani Maangne Par Ki Jafa Cheda Paikaane Jafa Se Nanhe Asghar Ka Gala..(2) Laita kum fi yaumi ashura jame'an tanzuruni kaifa az tas'eel e tiflin fa bua ay-yarhamuni Aye Shiyo Jab Pina Pani Bhool Na Jaana Mujhe Zikre Ghurbat Ya Shahadat Ho To Ro Lena Mujhe 9. Jab kiya baali sakina ne ye zainab se baya'n Shiddate Gam Se Bhari Binte Ali Ki Hichkiya qatlgaah Se Aye Anees Aati Thi Aawaze Fugha..(2) Shi'atima in sharib tum ma'a azbin fazkuruni Au same'tum be gharibin au shahidun Fandebuni Aye Shiyo Jab Pina Pani Bhool Na Jaana Mujhe Zikre Ghurbat Ya Shahadat Ho To Ro Lena Mujhe