لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Aye khuda daste karam

Nadeem Sarwar1993
ShiaNohaLyrics
Yaad-e Abbas. Sara shaam-e ghariba aaya. Dukhtare Hazrat-e Shabbir Hirasa aya. 1. Bekasi aisi ayaa'n thi ban me (x2) Lashe pamal huwe jab ran me Aag zehra ki laghi gulshan me Yaade Abbas thii or ehle harram Ay khuda dast-e karam (x3) Shaam-e gariba (x3) 2. Qasimo Akbaro Abbas kuja raftanda Haaye dar dashte balaa yaade shahida aayad Qasimo Akbaro Abbas nahi Kuch bhi sine me bajusi aas nahi Ab to jine ke bhi kuch aas nahi Saaya afdan nahi gazi ka alam Ay khuda dast-e karam (x3) Shaam-e gariba (x3) 3. Ya kase neest ke aayad paye imdad-e harram EE safina tarefe yurishe tufa aayad Koi imdad ko aaye kyu kar Kat gaya Akbaro Abbas ke sar Gham ka tufan he or yaad-e padar Char janib se bahe ranjo alam. Ay khuda dast-e karam (x3) Shaam-e gariba (x3) 4. Sailiye shimr-e ba rukhsare Sakina sad hai. Chuba zulmo sitam a dushman-e imaa ayad Haye wo phool se ruksar tere Shimr ne jispe tamache mare Nil ruksar ke dekhe na gaya Roya neze pe sare shahe umam. Ay khuda dast-e karam (x3) Shaam-e gariba (x3) 5. Qaidkhwa alam-e gurbat ke Sakina girya Yaad-e alsaf-e padar baghamo hilma aayad Dasht-e gurbat me Sakina ki fughaa Baba dhasta he andhera zindaa Jald aao ke nikal jaye na jaan Aap ki yaad me mar jayenge hum. Ay khuda dast-e karam (x3) Shaam-e gariba (x3) 6. Mika shad na laze hasrat sare darbar-e yazid Bi muhaban-e khayale dare zinda ayaad Sare darbar fugaa Zainab ki Qaid kufe huwi binte Ali Lahade shahe najaf hilne lagi Ashk Zainab ke jo barse pe hum. Ay khuda dast-e karam (x3) Shaam-e gariba (x3) 7. Tohfa e ashke aza peshkunam man ba khuloos aah ee nauha e nam bar labe reha'n aayad hai bhi kya sarwar o rehan ke paas inki daulat hai yehi ghum ki asaas aapki nazr janabe abbas ek aawaz hai aur ek qalam Ay khuda dast-e karam (x3) Shaam-e gariba (x3)