لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Wo Khayme jal rahe hai

Nadeem Sarwar1997
ShiaNohaLyrics
(Ya hussain) ..(5) Ya hussain. Yazid bola, badi fauj mere haath mein hai Hussain bole, hussain bole. Hussain bole natijaa, khuda ke hath mein hai Yazid bola, jo bayyat karo khazaana hai Hussain... Hussain bole ke nana ko muh dikhaana hai Yazid bola, mai zalim hu, zulm karta hu Hussain.. Ya hussain Hussain bole, mai sayyed hu, sabr kar ta hu (Ya husain) ..(2) Woh khaime jal rahe hai, ye shaam e ghareeba'n hai..(3) Ye ban me bikhri lashein ..(2) Ab sham-e ka zindan hai Woh khaime jal rahe hai, ye shaam e ghareeba'n hai..(2) 1. (Ik do peher me ujda, Ghar aisa fatema ka) ..(2) (Thee jis jagah pe khayme) ..(2) Ab us jagah dhuwa'n hai Woh khaime jal rahe hai, ye shaam e ghareeba'n hai..(2) 2. (Akbar ne jab azaan di, Ye bekasi kaha'n thi) ..(2) (Wo subho ki azaan thi) ..(2) Ye shaam ki azaa'n hai Woh khaime jal rahe hai, ye shaam e ghareeba'n hai..(2) 3. (Besar koi namaazi, Be dast koi ghazi) ..(2) (Sine me ek jawaa'n ke) ..(2) Tooti huwi sinaa hai Woh khaime jal rahe hai, ye shaam e ghareeba'n hai..(2) 4. (Pehra badal gaya hai, Zainab ye karbala hai) ..(2) (Zainab ke hath me ab) ..(2) Abbas ka nishaa'n hai Woh khaime jal rahe hai, ye shaam e ghareeba'n hai..(2) 5. (Kya dhund thi hai seena? Aa paas aa sakina) ..(2) (Seene pe sone wali) ..(2) Baba tera yahaa'n hai Woh khaime jal rahe hai, ye shaam e ghareeba'n hai..(2) 6. (Rehan ho ke sarwar, hai sayyeda ke naukar) ..(2) (Ek nauhago hai inka) ..(2) Ek inka nauhakhwaa'n hai Woh khaime jal rahe hai, ye shaam e ghareeba'n hai..(2) Ye ban me bikhri lashein ..(2) Ab sham-e ka zindan hai Woh khaime jal rahe hai, ye shaam e ghareeba'n hai..(2)