لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Shabbir Nahi Bhuley

Nadeem Sarwar1998
ShiaNohaLyrics
Majlis E Shabbir Mein Ati Hai Maan Shabbir Ki Kehti Hai Kya Ay Momino Tum Sy Yeh Maan Roti Hui Zakhmi Hai Mera Ladla Marham Mujhy Dy Do Koi Marham To Hai Ashk E Aza Roomal Mein Ly Jaun Gi In Ansoon Ny Bhar Diye Sab Zakhm To Dilgeer Ky Do Ghao Aisy Hain Magar Bharty Nahi Shabbir Ky Na Bhuley Na Bhooly Shabbir Nahi Bhuley Ek Chadar Zainab Ki Ek Seena Akbar Ka Matam Karo Ghar Lut Gaya Shabbir Ka Maan Aa Gai Shabbir Ki Matam Karo Shabbir Ka Khanjar Taly Naizey Py Bhi Karty Rahy Shukr E Khuda Na Bhuley Na Bhooly Shabbir Nahi Bhuley Ek Chadar Zainab Ki Ek Seena Akbar Ka Teeron Py Tha Lasha Tera Roti Rahi Karbobala Khaimy Ka Jab Parda Utha Boli Behan Bhaiya Mera Lasha Tarhap Kar Reh Gaya Karty Rahy Shukr E Khuda Na Bhuley Na Bhooly Shabbir Nahi Bhuley Ek Chadar Zainab Ki Ek Seena Akbar Ka Sughra Udhar Roti Rahi Maula Idhar Roty Rahy Wahan Muntazir Beemar Thi Yahan Qatl Sab Hoty Rahy Sehra Mein Ghar Lut’ta Raha Karty Rahy Shukr E Khuda Na Bhuley Na Bhooly Shabbir Nahi Bhuley Ek Chadar Zainab Ki Ek Seena Akbar Ka Lipti Sume Asbat Thi Woh Ladli Beti Teri Maloom Tha Maula Tujhy Ab Na Mily Gi Yeh Kabhi Phir Bhi Sooye Maqtal Gaye Karty Rahy Shukr E Khuda Na Bhuley Na Bhooly Shabbir Nahi Bhuley Ek Chadar Zainab Ki Ek Seena Akbar Ka Mara Gya Ghazi Tera Phir Bhi Kaha Shukr E Khuda Qasim Gya Asghar Gya Phir Bhi Kaha Shukr E Khuda Har Lash Par Aty Rahy Karty Rahy Shukr E Khuda Na Bhuley Na Bhooly Shabbir Nahi Bhuley Ek Chadar Zainab Ki Ek Seena Akbar Ka Darbar Mein Bazar Mein Zindan Mein Har Aan Mein Kaisy Sitam Sehti Rahi Beti Teri Behna Teri Dekha Kiye Naizey Sy Sab Karty Rahy Shukr E Khuda Na Bhuley Na Bhooly Shabbir Nahi Bhuley Ek Chadar Zainab Ki Ek Seena Akbar Ka Naizey Py Bhi Sar Hai Tera Phir Bhi Teri Kya Shan Hai Yeh Sar Hai Ay Maula Tera Ya Bolta Quran Hai Tan Sy Juda Sar Ho Gya Karty Rahy Shukr E Khuda Na Bhuley Na Bhooly Shabbir Nahi Bhuley Ek Chadar Zainab Ki Ek Seena Akbar Ka Rehan Aur Sarwar Karo Majlis Bapa Shabbir Ki Akbar Ka Gham Zainab Ka Gham Mairaj Hai Tehreer Ki Maula Aza Ky Farsh Par Karty Rahy Shukr E Khuda Na Bhuley Na Bhooly Shabbir Nahi Bhuley Ek Chadar Zainab Ki Ek Seena Akbar Ka