لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Hogaye zainab se khafa

Nadeem Sarwar1999
ShiaNohaLyrics
Hogaye zainab se khafa ay mere baba kya beti se pyari thi khaza ay mere baba ghar mera veraan kiya ay mere baba karti hoo aaho buka ay mere baba zulm ye kaisa hua ay mere baba sunte nahi meri sada kisko pukaroo saaya hai mere sar se utha kisko pukaaroo ay mere baba, ay mere baba zarb ye kaisi lagi ay mere baba kaun tha aisa shakhi ay mere baba zulm ki hadh ho gayi ay mere baba rote hai hasnain zara aankhein to kholo dil kabse hai bechain zara aankhein to kholo ay mere baba, ay mere baba kaisi hai gham ki sahar ay mere baba phatta hai mera jigar ay mere baba aapko yu dekh kar ay mere baba chalte hai kanjar mere seene pe alam ke taqdeer ne dikhlaaye ye din kaise sitam ke ay mere baba, ay mere baba aankh se aansu rawaan ay mere baba seeno se utha dhuwaan ay mere baba dard ki chingaariya ay mere baba ay bine muljim ye bata tukjo mila kya tune lahoo kisliye hyder ka bahaya ay mere baba, ay mere baba qatl namaazi huwa ay mere baba arsh se aayi sada ay mere baba hogaya mehshar bapa ay mere baba rotay hai jibreele ameen peet ke seena naale koi karta hai koi, padta hai noha ay mere baba, ay mere baba ya ali mushkil-kusha ay mere baba dekhiye uth kar zara ay mere baba nowha kuna hai fiza ay mere baba taygh-e-jafa aap-pe zaalim ne chalaayi roti hai zameen aasmaan deta hai duhaai ay mere baba, ay mere baba kuch to kare guftagu ay mere baba badta hai sar se lahoo ay mere baba aap huwe to khuloo ay mere baba masjide kufa may bapa shoro buka hai damaade nabi shere khuda qatl hua hai ay mere baba, ay mere baba rotay hai ehle aza ay mere baba hogayi majlis bapa ay mere baba dil bhi tadapne laga ay mere baba uthgaya dunya se madadgaar hamara bewo ka yateemo ka aseero ka sahara ay mere baba, ay mere baba shabbar-o-shabbir par ay mere baba kijiyo uthkar nazar ay mere baba rote hai sar peet kar ay mere baba amma ki tara aap bhi ab ghar se sidhaare ab haath rakhe kaun bhala sar pe hamaare ay mere baba, ay mere baba ashkon ka ye silsila ay mere baba jaari rahega sada ay mere baba kufa ho ya karbala ay mere baba nowha rehaan azmi ye maula ali ka hai sab ke liye ukhba may bakshish ka sahara ay mere baba, ay me