لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Hussain Zindabad

Nadeem Sarwar1999
ShiaNohaLyrics
(Suno husseinio) x2 (Hussain-e wo jo zehre tegh has ke sogaya) x2 (Yazid-e wo jo zillatio ka naam-e hogaya) x2 Hussain wo jo marziye khuda kharid-e le, yazid-e wo he jiska koi nam-e bhi ne le (Yazid-e zinda re ke murdabaad hogaya) x2 Hussain-e sar kata ke zindabad-e zindab-e zindabad hogaya. (Zindabad) x5 (Hussain zindabad) x4 Ye kal bhi zindabad-e tha wo ab bhi zindabad hai (Hussain zindabad) x4 1. (Quran-e me hadis-e me yazid-e ka bayaa nahi) x2 (Yazid-e ki to kabr-e ka kahi bhi koi nishaa nahi) x3 Ajaa bajaa hai dehre me, hussain-e ki awlaad hai (Hussain zindabad) x4 Ye kal bhi zindabad-e tha wo ab bhi zindabad hai (Hussain zindabad) x4 2. (Burayi-o ke dehr-e me yazid-e aam-e kargaya) x2 (Hussain-e se laraa to apni mot-e aap-e margaya) x3 Ye kal bhi murdabaad-e tha wo abh bhi murdabad hai (Hussain zindabad) x4 Ye kal bhi zindabad-e tha wo ab bhi zindabad hai (Hussain zindabad) x4 3. (Har ik-e sharif-e zehne se, yazid-e itna gir gaya) x2 (Kisi ne apni laal-e ka yazid-e naam-e na rakha) x3 Ye kal bhi naam murad tha wo ab bhi naam murad-e hai (Hussain zindabad) x4 Ye kal bhi zindabad-e tha wo ab bhi zindabad hai (Hussain zindabad) x4 4.(Yazid-e wale takht-e par, nasib-e ke kharab-e hai) x2 (Hussain-e wala kayd-e me bhi reh ke kamiyaab-e hai) x3 Hussainyat ki thokare yazid aur ibne ziyaad hai (Hussain zindabad) x4 Ye kal bhi zindabad-e tha wo ab bhi zindabad hai (Hussain zindabad) x4 5.(Jahaa me sab se zyadaa ashk-e jiske naam-e par baha) x2 (Zamaana laa ghame hussain-e ka koi jawaab-e la) x3 Gineez-e buk ko bus mere hussain-e se anaad hai (Hussain zindabad) x4 Ye kal bhi zindabad-e tha wo ab bhi zindabad hai (Hussain zindabad) x4 6. (Yazid-e ek lakh-e ho mukaable pe gham nahi) x2 (Hussain-e wale ek ho to lash karo se kam nahi) x3 Hussain-e ko ki apne matami pe etimaad hai (Hussain zindabad) x4 Ye kal bhi zindabad-e tha wo ab bhi zindabad hai (Hussain zindabad) x4 7. (Ali ki beti zainab-e hazi hussain-e ban gayi) x2 (Sharikatul hussain-e thi, yazidiyat pe cha gayi) x3 Hussain-e se parha huwa, sabak jo isko yaad hai (Hussain zindabad) x4 Ye kal bhi zindabad-e tha wo ab bhi zindabad hai (Hussain zindabad) x4 8. (Tara na hai hussain-e hai, ha sath-e do hussainiyo) x2 (Hussain-e se murad-e lo murad-e lo hussainiyo) x3 Hussain-e jisko dete uski nasle va muraad hai (Hussain zindabad) x4 Ye kal bhi zindabad-e tha wo ab bhi zindabad hai (Hussain zindabad) x4