لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Abbas meer-e-karwan

Nadeem Sarwar2007
ShiaNohaLyrics
Abbas meer-e-karwan (Kaarwaan) x6 Yasrab se suwe karbala ik karwaan rukhsat huwa Sar pe alam saaya fighan Ghazi ki aati hai sada Pehla safar zainab ka hai Sunsaan kardo raasta [(Kaarewaan) x2 Abbas meer-e-karwaan] x2 Kya shaan he kya dab daba Kya log hein quraanuma Salle ala sale ala ayaat ka he qaafla Mashko alam inka nishaan Abbas meere karwaan [(Kaarewaan) x2 Abbas meer-e-karwaan] x2 Allah ke pyaare hein ye Aale nabi saare hein ye Quran ke pare hein ye Kaunain ke tare hein ye Zere qadam he asmaan Abbas meere karwaan [(Kaarewaan) x2 Abbas meer-e-karwaan] x2 Koi shabih-e-Mustafa Koi hasan ka dilruba Hai koi aks-e-sayyeda Shabbir ka ye qaafila Thaame alam jo hai jawaan Abbas meere karwaan [(Kaarewaan) x2 Abbas meer-e-karwaan] x2 Yasrib se taba karbala Har din tawaafe kaafila Abbas karta hi raha Parde ka zimmedaar tha Yun mutmain thi bibiyaan Abbas meere karwaan [(Kaarewaan) x2 Abbas meer-e-karwaan] x2 Abbas woh kirdaar he Baade ali salaar hai Aysa alam bardaar hai Maydan mein be talwar he Phir bhi alam ka paasbaan Abbas meere karwaan [(Kaarewaan) x2 Abbas meer-e-karwaan] x2 Lo agaya uska alam Ghazi jise kehte hein hum Kehte chalo ye dambadam Abbas meer-e-lashkaram Babul hawaaij mehrabaan Abbas meere karwaan [(Kaarewaan) x2 Abbas meer-e-karwaan] x2 Jab shaam pohoncha qafla Khutba ye zainab ne diya Sunle ye qaum-e-ashkiya Hum hein bina-e-lailaah Kashti he dee(n) hum baadbaa(n) Abbas meere karwaan [(Kaarewaan) x2 Abbas meer-e-karwaan] x2 Tha hashr mein mola ali Ye "sarwar-o-rehan" bhi Nazre karam se aapki Rakhte hein ummeed-e-qawi Nawhon se denge ye bayaan Abbas meere karwaan [(Kaarewaan) x2 Abbas meer-e-karwaan] x2