لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Salaam ya Hussain

Nadeem Sarwar2007
ShiaNohaLyrics
Salaam ya Hussain (Salaam Salaam Salaam Ya Hussain) x6 Yaa Khdaa Yaa khudaa surkh hai asmaan chikh ti hai fizaa Salaam Salaam ya hussain ghayb se aa rahi hai musalsal sada lo aftab-e-shahadat tuloob ho gaya (Salaam Ya Hussain) x3 (Hussain Yaa Hussain) x3 (Salaam Ya Hussain Salaam Ya Hussain) x2 Bar zabano dilam (Ya hussain) x2 Marhaba mohtaram Ya Hussain Ya Hussain (Salaam ya Hussain Salaam Ya Hussain) x2 Azeem tha Azeem hai azeemtar hai Yaa Hussain Khuda ye Paak ki nazar se teri nazar hai Ya hussain ye dil bhi teraa Dil nahi khuda ka ghar hai ya hussain Wahaa(n) Wahaa(n) azan hai jidher jidher hai ya hussain Sina ki nok par azaa(n) tera jigar hai ya hussain (Sina ki nok per buland) x3 zindagi ko ker diya Azim kaam ker diya (Salaam Ya Hussain Salaam Ya Hussain) x2 Hussain woh jo maqtalo ko maktabo me dhaal de Hussain woh jo mushkilo se dee(n) ko nikaal le khudaa agar talab kare Hussain apne shaal de Hussain jo talab kare woh rab-e-zuljalaal de Ya Hussain Ya Hussain Hussain woh sakhi hai jo gala besawaal de Ya Hussain Ya Hussain (Kamaal yeh hai khud khudaa) x3 kahe kamaal bhar diya ajeeb kaam ker diyaa (Salaam Ya Hussain Salaam Ya Hussain) x2 Bulandiyo se puchlo sina sina Hussain Hai kadam kadam hussain hai nishaa(n) nishaa(n) hussain hai dilo me Ahlebayt ke rawaa dawaa Hussain hai Zamanaa puchta hai ye kahaa(n) kahaa(n) hussain hai Ya hussain ya hussain jahaa(n) jahaa(n) rasool hai wahaa(n) wahaa(n) hussain hai Ya Hussain (Kudaa ne is shaheed ko) x3 ajeeb ye samar diyaa azeem ye kaam ker diyaa (Salaam Ya Hussain Salaam Ya Hussain) x2 (Hussain ya Hussain) x3 Ajeeb hai ye marhalaa Ajeeb hai ye hosela bichar gayaa hai kafele se ye ameer-e- kafelaa ghiraa hai foj-e-shaam me akelaa ibne sayeeda hai door khaimaa gaah se ye fatema ka ladlaa Ya Hussain, ya Hussain Sukoon apnaa de chukaa karaar apnaa de chukaa, ya Hussain (Hussain ne khudaayi ko) x3 bhi be karaar ker diyaa azeem kaam ker diyaa (Salaam Ya Hussain Salaam Ya Hussain) x2 (Hussain ya Hussain) x3 Idhar guloo-e-khusht per hussain ke churi chali udhur gharib-e-alqamaa tarap ke rehgayaa jari behen ko hosh na raha sakina khakh per giri (Hussain Ya Hussain) x3 Sanaye gunj ne lagi Hussain Ya Hussain ki Ya Hussain ya Hussain ye khud ne apnaa sar diya khudayi cheekh ne lagi, ya Hussain (sina se sar ke khun ne) x5 salaam-e-akhri kiyaa, Azeem kaam ker diyaa (Salaam Ya Hussain Salaam Ya Hussain) x2 (Hussain ya Hussain) x2 Hussain badshaah per salaam her zamaan kaa salaam ho salaam ho zamin aur asmaan ka salaam ibne sayaada "sarwar-o-rehan" kaa har eik rang falak likha her zabaan kaa ya hussain ya hussain Kalaam shah-e-karbala khuda-e-mehrebaan kaa, ya Hussain (Khuda ka zikr do jahaa(n)) x2 me tune aam ker diyaa Ajeeb kaam ker diya (Hussain ya Hussain) x3