لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Mujhe pe kyu band karte ho paani

Nadeem Sarwar2008
ShiaNohaLyrics
(Ya Hussain) x3 Mera nana nabi meri maa sayyada Mera baba ali mera bhai hasan Hum hi hein panjatan Meri kya he khata, - 3 mujhpe kyun band karte ho pani Kya Muhammad ka pyara nahin hun (Kya mein zahra ka jaya nahin hun) x3 Kya nabi ka nawasa nahin hun 1. (Mere nana ne kalma sikhaya Aur quran tumko sunaya) x2 (Kya ma nana ka saaya nahin hun) x3 Kya nabi ka nawasa nahin hun Mujhpe kyun band karte ho pani Kya Muhammad ka pyara nahin hun 2. (Who madina jahaan mera ghar he Aur masjid mein us ghar ka ghar he) x2 (Kya mein us ghar mein khela nahin hun) x3 Kya nabi ka nawasa nahin hun Mujhpe kyun band karte ho pani Kya Muhammad ka pyara nahin hun 3. (Chakkiya pees kar maan ne paala Mujhko nana ne jhula jhulaya) x2 (Apna bachpan mein bhula nahin hun) x3 Kya nabi ka nawasa nahin hun Mujhpe kyun band karte ho pani Kya Muhammad ka pyara nahin hun 4. (Kamli wale ke lab chumta tha Kitna pyara mera bachpana tha) x2 (Kya mein unka dulhara nahin hun) x3 Kya nabi ka nawasa nahin hun Mujhpe kyun band karte ho pani Kya Muhammad ka pyara nahin hun 5. (Mein jo paani kabhi maangta tha Kyun tarapti thi maa ab mein samjha) x2 (Paas asghar ke jaata nahin hun) x3 Kya nabi ka nawasa nahin hun Mujhpe kyun band karte ho pani Kya Muhammad ka pyara nahin hun 6. (Mein jo chahun baras jaaein badal Khun mein duba nazar aaye maqtal) x2 (Jang karne mein aya nahin hun) x3 Kya nabi ka nawasa nahin hun Mujhpe kyun band karte ho pani Kya Muhammad ka pyara nahin hun 7. (Ik sada thi ye "rehaan-o-sarwar" Kehrahe the Hussain ibne haider) x2 (Kya mein mehman aaya nahin hun) x3 Kya nabi ka nawasa nahin hun Mujhpe kyun band karte ho pani Kya Muhammad ka pyara nahin hun (Kya mein zahra ka jaya nahin hun) x3 Kya nabi ka nawasa nahin hun