لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Shareek-e-karbala

Nadeem Sarwar2008
ShiaNohaLyrics
Shareek-e-karbala Shareeke karbala behan Meri musafira behan (Ya Hussain) x4 Rasan mein bandh chukka gala lo chal para who kafila, behan ghareeb nawha gar, sina pe jab parhi nazar, khamosh the shaheed sab, akhi ke hilrahe the lab, (sina pe ho to kya huwa) x2 tu hosla na haarna, (behan mein saath saath hun) x3 Ghareebe karbala behan Diler e ba wafa behan Ghamon ki alqama behan Meri musafira behan Tu hosla na haarna Sina pe hun to kya huwa Tu hosla na haarna (Behan mein saath saath hun) x2 Wafae waada hochuka Sina talaq mein aagaya Mein apna kaam karchuka Meri shareeke karbala Tu hosla na haarna Sina pe hun to kya huwa Tu hosla na haarna (Behan mein saath saath hun) x2 Ye rassiyan ye beriyan Qadam qadam be sakhtiyan Rida bagher bibiyaan Behan kara he imtehaan Tu hosla na haarna Sina pe hun to kya huwa Tu hosla na haarna (Behan mein saath saath hun) x2 Agar he rasta kathan Zara na dar meri behan Tu berida mein bekafan He waqt hosla shikan Tu hosla na haarna Sina pe hun to kya huwa Tu hosla na haarna (Behan mein saath saath hun) x2 Qadam qadam shahadatein Guzar gayi qayamatein Abhi he aur afatein Sambhale ab amaanatein Tu hosla na haarna Sina pe hun to kya huwa Tu hosla na haarna (Behan mein saath saath hun) x2 Koi bhi ab nahin bacha Bas abide shakista pa Ye saare bane ghamzada Gire jo khake ghash zara Tu hosla na haarna Sina pe hun to kya huwa Tu hosla na haarna (Behan mein saath saath hun) x2 Behan teher teher yahi Laraz rahi he kyun zameen Sakina girgay kahin Na milsake jo who hazeen Tu hosla na haarna Sina pe hun to kya huwa Tu hosla na haarna (Behan mein saath saath hun) x2 Bohot qareeb shaam he Hujoome khaaso aam he Yazeede bad kalaam he Ye waqte inteqaam he Tu hosla na haarna Sina pe hun to kya huwa Tu hosla na haarna (Behan mein saath saath hun) x2 Ghareebe karbala behan Diler e ba wafa behan Ghamon ki alqama behan Meri musafira behan Tu hosla na haarna Sina pe hun to kya huwa Tu hosla na haarna (Behan mein saath saath hun) x2 "Rehaan-o-sarware" aza Jo sham pohoncha kafila Sare hussain ne kaha Ulat de takht shaam ka Ghareebe karbala behan Diler e ba wafa behan Ghamon ki alqama behan Meri musafira behan Tu hosla na haarna Sina pe hun to kya huwa Tu hosla na haarna (Behan mein saath saath hun) x2