لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Baba Baba Hussain

Nadeem Sarwar2014
ShiaNohaLyrics
Hussain, hussain,hussain, hussain..(4) Sham-e-ghareebaa al amaa, phaila hua har su dhua Nauha kuna saidaniya, ghash me pada hai ek natawa Pyasi sakina nauhakhwaa Baba baba Husain..(3) Sakina ki ati thi sada.. Baba baba Husain..(3) Hussain, hussain,hussain, hussain, hussain, hussain Jalte hue khaime idhar, lashe tadapte the udhar Karbobala ki khaak par, boli sakina rakhke sar Baba suno meri fugha Baba baba Husain..(3) Sakina ki ati thi sada.. Baba baba Husain..(3) Hussain, hussain,hussain, hussain, hussain, hussain Bade nabi taraaj hai, sholo ka har su raaj hai Haye kafan ke waste, baba mera mohtaj hai Kitna bada hai imtehaa Baba baba Husain..(3) Sakina ki ati thi sada.. Baba baba Husain..(3) Hussain, hussain,hussain, hussain, hussain, hussain Shame masaeb aagai, andhi ghamo ki cha gai Mai janibe darya gai, lashe chacha tharra gai Kano se khoo dekha rawa Baba baba Husain..(3) Sakina ki ati thi sada.. Baba baba Husain..(3) Hussain, hussain,hussain, hussain, hussain, hussain Rukhsar nile hogae, itne tamache hail age Baba khuda ke waste, mujhko lagalo seene se Dukhti hai meri pasliyaa Baba baba Husain..(3) Sakina ki ati thi sada.. Baba baba Husain..(3) Hussain, hussain,hussain, hussain, hussain, hussain Tapti zami jalti hawa, ae maqtal-e-karbobala Ek dopaher me kya hua, loota gaya kunba mera Chadar na sar pe saaebaa Baba baba Husain..(3) Sakina ki ati thi sada.. Baba baba Husain..(3) Hussain, hussain,hussain, hussain, hussain, hussain Ek reesma bara gale, kuch is tarah bandhe gaye Har aati jaati saans bhi, jaise koi khanjar chale Nazuk gale me reesma Baba baba Husain..(3) Sakina ki ati thi sada.. Baba baba Husain..(3) Hussain, hussain,hussain, hussain, hussain, hussain Rassi me baba bandh gae, taza sitam hone ko hai Zanjeer lae ashqiyaa, beemar aabid ke liye Pehna rahe hai bediyaa Baba baba Husain..(3) Sakina ki ati thi sada.. Baba baba Husain..(3) Hussain, hussain,hussain, hussain, hussain, hussain Kya sarwar-o-rehan ham, batlae rudade sitam Nazuk se dil ke ranjo ghum, kehti rahi wo dam ba dam Ab tum kaha aur hum kaha Baba baba Husain..(3) Sakina ki ati thi sada.. Baba baba Husain..(3) Hussain, hussain,hussain, hussain, hussain, hussain