لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Ya Haider

Nadeem Sarwar2017
ShiaNohaLyrics
Ali... Ya ali, ali.. ya ali, ali Man kunto maula, fahaza aliyun maula Jiska mai maula, uska tu ali maula Ya haider, haider..(4) maulaaa....... mera ishq bhi tu, Wijdaan bhi tu, meri jaan bhi tu imaan bhi tu mera qibla kaaba masjid mimber, mazhab aur quraan bhi tu mera sayyad, peer, ameer bhi tu, mera haadi, wali, imaam bhi tu mera khwaab bhi tu taabeer bhi tu aaghaz bhi tu anjaam bhi tu meri shaam o seher lehje ka asar mera haal khayaal kamaal bhi tu mera kaul o fayl sawaab jaza takhleeq, baqa, ahwaal bhi tu Ya haider, haider..(4) mera ishq bhi tu, imaan bhi tu meri jaan bhi tu pehchaan bhi tu Ya haider, haider..(4) kyun khaak udaaein dar dar ki bas ek kitaabe ishq padhe aa chhod de yeh faani duniya bas ek jahan aabad karein woh dekh najaf ka rasta hai aa uss raste par saath chalein har ek qadam ho, Ali Ali Haaatho'n mei alam ho, Ali Ali Naaro ka bharam ho, Ali Ali yeh ishq na kam ho, Ali Ali woh dekh shahenshaah woh dekh shahenshaah aur gada kehte hai najaf mei sab milkar Ya haider, haider..(4) mera ishq bhi tu, imaan bhi tu meri jaan bhi tu pehchaan bhi tu Ya haider, haider..(4) Sarkaar e najaf k raste mein kya aashiq e haider milte hai kahin raabe abasri aur buzar salmaan qaseede padhte hai kahin qambar maalike ashtar hai kahin daar pe meesum chadhte hai maula e qambar, Ali Ali aaqa e abuzar, Ali Ali salman ka rehbar, Ali Ali Kahe maalike ashtar, Ali Ali sakhi laal qalandar........ sakhi laal qalandar kehta hai Wallllahh Ali ka mai naukar Ya haider, haider..(4) mera ishq bhi tu, imaan bhi tu meri jaan bhi tu pehchaan bhi tu Ya haider, haider..(4) Maidaan e khum mein ahmed ne haider ko pukaara hai maula Haanthon pe utha ke maula ne Maula ko banaaya hai maula shahe marda shere yazda laarayb humara hai maula man kunto maula, Ali Ali Lafzon ne pukaara, ALI ALI Waliyon ka sahara, ALi ALi Sab haare na haara, ALi ALI Hai baara imaamo'n.......... Hai baara imaamo'n mein pehla har jung mein pehla hai number Ya haider, haider..(4) mera ishq bhi tu, imaan bhi tu meri jaan bhi tu pehchaan bhi tu Ya haider, haider..(4) Laarayb ALi ke jaisa hi jee daar ali ka qunbaa hai jab jab bhi sada qur'aan ne di yeh jaan nichawar karta hai islaam ki khaatir jeeta hai islaam ki khaatir marta hai sajjad ka khutbaa, Ali ALI Zainab ka lehja, ALi ALI Abbas ka naara, ALi ALI Hasnain ka saaya, ALi ALI Awwal ho ke ausat........ Awwal ho ke ausat yaa akhir iss ghar mei hai sabke sab haider Ya haider, haider..(4) mera ishq bhi tu, imaan bhi tu meri jaan bhi tu pehchaan bhi tu Ya haider, haider..(4) ALi Jaanam ALi Jaanam..(4) Ali jaan ast o jaan aanam Ali dar dast o dar daanam Ali deen ast o eemaanam Ali khuld ast o rizwaanam Ali ayaat e qur'aanam ALi aayaat e subhaanam Ali virde zabaane man Ali taaveez jaane man ALi raazo neyaaz e man ALi sozo qudaaze man ALi pushto panaahe mein ALI ki baadshaahi hai, Ali ism e ilaahi x4 har ek mizaan mei tola, zubaan k saath dill bol ALi maula x10 Aye mere Maula Mujhe apna banaale ek baar sada de mujhe najaf dikha de haidery bana de yaa maula ..(9)