لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Haider maula

Nadeem Sarwar2018
ShiaNohaLyrics
Haider maula.. haider maula..(4) haidariyam qalandaram mastam banda e murtaza Ali hastam pesh waye tamaam rindaanam ke sage --2 kue shere yazdanam maste wilaye haidaram dum hamadam ya ali--2 tu jehaze dilbaram ---2 dumhamadam ya Ali haider haider ya maula--2 jab haq se karoge pyaar to kehna padta hai----2 dil ishq mein ho sarshar to kehna padta hai haider haider ya maula ----2 jab haq se karoge pyaar to kehna padta hai----2 noorullah waliullah asadullah aynullah aayatullahil uzma jaanam haider haider ya maula---3 haider maula---4 1. Dooba jo ali ke jalwo'n mein ek ajab nazaara dekha hai hubdaar ali ke baithe hain har lab pe ali ka naara hai miqdad, abuzar jhoomte hain salman qaside padhta hai sab jaam ali ke peete hain aur saqiye kausar maula hai ho aisa sakhi darbaar to kehna padta hai... dil ishq mein ho sarshar to kehna padta hai haider haider ya maula---2 jab haq se karoge pyaar to kehna padta hai dil ishq mein ho sarshar to kehna padta hai noorullah waliullah asadullah aynullah aayatullahil uzma jaanam haider haider ya maula---3 haider maula---2 2. Yeh sare nazare ishq ke hain majlis matam sab ishqe ali yeh nauhakhwan yeh shaal e azaa hatho'n mein alam sab ishq e ali zawwaar yeh shah e karbobala yeh jaho hasham sab ishqe ali hamrah namaaz k farsh e Azaa mazloom ka gham sab ishqe ali ho lashkre gham tayyar to kehna padta hai dil ishq mein ho sarshar to kehna padta hai haider haider ya maula --2 jab haq se karoge pyaar to kehna padta hai dil ishq mein ho sarshar to kehna padta hai noorullah waliullah asadullah aynullah aayatullahil uzma jaanam haider haider ya maula---2 haider maula---4 maste wilaye haidaram dum hamadam ya Ali--2 tu jahaze dilbaram ---2 damhamadam ya Ali haider haider ya maula ---2 haider maula----4 3. Na chhed malangan e haider inhen inke haal pe rehne de inhe dar pe Ali ke jeene de inhe maula maula karne de inhe maula maula karne de..... har su hain maula jalwagar inka deedar to karne de mahol hai saara noorani is noor ko aur nikharne de jab aisi ho sarkar to kehna padta hai dil ishq mein ho sarshar to kehna padta hai haider haider ya maula----2 noorullah waliullah asadullah aynullah aayatullahil uzma jaanam haider haider ya maula---2 haider maula---2 maste wilaye haidaram dum hamadam ya Ali--2 tu jahaze dilbaram ---2 dum hamadam ya Ali haider haider ya maula ---2 haider maula----2 4. Mera tan man dhan mera zauqe sukhan meri jaan jawani ya haider mere dil mein sadaa jagmag jagmag mere rab ki nishani ya haider meri rab ki nishani ya haider --- mere dum mein hai dum ... dum goonj rahi awaaz e qurani ya haider haan mere badan mein bol rahi mere khoon ki rawaani ya haider mere khoon ki rawaani ya haider .... ho itna haseen kirdar to kehna padta hai dil ishq mein ho sarshar to kehna padta hai haider haider ya maula ---2 jab aisi ho sarkar to kehna padta hain dil ishq mein ho sarshar to kehna padta hai ali maula ali ya... 5.Sarkar mere, aaqa mere, aye hadi o rahbar ya maula aye shamse wilayat, mehre wafa aye saqiye kausar ya maula meri sajda jahar singhar yeh dil meri rooh ka zewar ya maula meri rooh ka zewar ya maula------------- meri deed nazaara noor e nazar.... manzar pase manzar ya maula mera khwaabo khyalo wird wazeefa soch ka mehwar ya maula hai wirde zabaa'n maula maula mere rooh ka langar ya maula haider maula -----2 roohullah iznullah babullah saifullah baytullah wajhullah ahmed ka baradar ----haider maula imran ka dilbar ----haider maula zahra ka shauhar ----haider maula Allah ka lashkar ----haider maula kaabe ka naya darr ----haider maula nabiyo ka yawar ----haider maula maula e qambar ----haider maula salman ka rehbar ----haider maula aqa e abuzar ----haider maula kahe tere sanagar ----haider maula hum tere naukar ----haider maula kahe saat samandar ----haider maula kahe laal qalandar ----haider maula dam mast qalandar ----haider maula