لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Mazloom ka matam hai

Nadeem Sarwar2020-21
ShiaNohaLyrics
Hussain ya hussain..(6) Kam na hoga.... Hussain ya hussain..(2) Kam na hoga.... Hussain ya hussain..(2) Ye to mazloom ka matam hai kam na hoga..(2) Hussain ya hussain..(2) Ye to mazloom ka matam hai kam na hoga Ye to masoom ka matam hai kam na hoga Har dil mein hoga, har ghar mein hoga..(2) dasht mein hoga, gulzaar mein hoga, hoga Mazloom ka matam hai kam na hoga.. Ye to masoom ka matam hai kam na hoga.. Hussain ya hussain..(3) 1. {Sayyeda zainab ki yeh azaa hai fatima zehra ki yeh dua hai}.. (2) zainul ebaa ke dil ki sadaa hai..(2) ghum ye dil e zawwar mein hoga, hoga Mazloom ka matam hai kam na hoga.. Ye to masoom ka matam hai kam na hoga.. Har dil mein hoga, har ghar mein hoga.. dasht mein hoga, gulzaar mein hoga, hoga Mazloom ka matam hai kam na hoga.. Hussain ya hussain..(2) 2. {Laashe pe sheh ke zainab ka waada dekhegi duniya ab ye nazara}.. (2) aye mere bhaiyya matam tumhara.. (2) shaam ke khooni darbaar mein hoga, hoga Mazloom ka matam hai kam na hoga.. Ye to masoom ka matam hai kam na hoga.. Har dil mein hoga, har ghar mein hoga.. dasht mein hoga, gulzaar mein hoga, hoga Mazloom ka matam hai kam na hoga.. Hussain ya hussain..(3) 3. Haan.. Ghum yeh tumhara maula bhoola na zamana har ghar saja hai yeh tumhara azakhana.. Hussain ya hussain..(3) Ghum yeh tumhara maula bhoola na zamana har ghar saja hai yeh tumhara azakhana.. sog tumhara jaari rahega..(2) matam ye saare sansaar mein hoga, hoga Mazloom ka matam hai kam na hoga.. Ye to masoom ka matam hai kam na hoga.. Har dil mein hoga, har ghar mein hoga.. dasht mein hoga, gulzaar mein hoga, hoga Mazloom ka matam hai kam na hoga.. Hussain ya hussain..(3) 4. {Zahoor e Mahdi jis roz hoga manzar wo kitna pursoz hoga}.. (2) mimbar pe hoga waris hamara.. (2) matam phir unki sarkaar mein hoga, hoga Ye to mazloom ka matam hai kam na hoga.. Ye to masoom ka matam hai kam na hoga.. Har dil mein hoga, har ghar mein hoga.. dasht mein hoga, gulzaar mein hoga, hoga Mazloom ka matam hai kam na hoga.. Hussain ya hussain..(2)