لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Janam Ya Hussain

Nadeem Sarwar2020
ShiaNohaLyrics
Maula Ya Hussain!!! Maula Ya Hussain!!! Ya Hussain.. Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain Maula Ya Hussain!!! Maula Ya Hussain!!! Ya Hussain.. Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain Hussain ka jo sog hai na khatm hoga ba khuda..(2) Moharram o safar na ho to ghum na hoga saath kya?..(2) zindagi ke saath bhi, zindagi ke baad bhi zindagi ke saath bhi, zindagi ke baad bhi..(2) Baadshah hamara Ya Hussain.. Hussain Janam Ya Hussain..!!! Janam Ya Hussain..!!! Janam Ya Hussain..!!!.. Hussain, Hussain Janam Ya Hussain..!!! Janam Ya Hussain..!!! Janam Ya Hussain..!!!.. Hussain, Hussain Maula awaaz do, hume parwaaz do hum azadaro ki taqdeer jaga do aapka saath ho aapki baat ho dil mera apna azakhana bana do Maula Maula Hussain, Ya Maula Hussain..(2) zindagi ke saath bhi, zindagi ke baad bhi Baadshah hamara Ya Hussain.. Hussain Janam Ya Hussain..!!! Janam Ya Hussain..!!! Janam Ya Hussain..!!!.. Hussain, Hussain Janam Ya Hussain..!!! Janam Ya Hussain..!!! Janam Ya Hussain..!!!.. Hussain, Hussain Zinda wafadari rahe, farshe azadari rahe tujhpe jiye, tujhpe mare naukri ye chalti rahe hum rahe na rahe,  hum jiye na jiye hum chale ya ruke is jaha'n ke saath bhi, is jaha'n ke baad bhi..(2) Baadshah hamara Ya Hussain.. Hussain Janam Ya Hussain..!!! Janam Ya Hussain..!!! Janam Ya Hussain..!!!.. Hussain, Hussain Janam Ya Hussain..!!! Janam Ya Hussain..!!! Janam Ya Hussain..!!!.. Hussain, Hussain Badshah, badshah, badshah Ya Hussain..(2) zindagi ke saath bhi, zindagi ke baad bhi Baadshah hamara Ya Hussain.. Hussain Tera ye ghum saath rahe, tera karam saath rahe chalte rahe ehle azaa, aur alam saath rahe har qadam dum-badam, saath ho tera ghum karbala ki qasam dhadkano ke saath bhi, dhadkano ke baad bhi..(2) Baadshah hamara Ya Hussain.. Hussain Janam Ya Hussain..!!! Janam Ya Hussain..!!! Janam Ya Hussain..!!!.. Hussain, Hussain Janam Ya Hussain..!!! Janam Ya Hussain..!!! Janam Ya Hussain..!!!.. Hussain, Hussain Maula awaaz do, hume parwaaz do hum azadaro ki taqdeer jaga do aapka saath ho aapki baat ho dil mera apna azakhana bana do Maula Maula Hussain, Ya Maula Hussain..(2) zindagi ke saath bhi, zindagi ke baad bhi Baadshah hamara Ya Hussain.. Hussain Maula mere dil ki sada, maang raha hu ye dua maula tere naam rahe, jeena mera marna mera Aye khuda, sun sada, hai yehi iltejaa tu dikha karbala is dua ke saath bhi, is dua ke baad bhi Baadshah hamara Ya Hussain.. Hussain Janam Ya Hussain..!!! Janam Ya Hussain..!!! Janam Ya Hussain..!!!.. Hussain, Hussain Janam Ya Hussain..!!! Janam Ya Hussain..!!! Janam Ya Hussain..!!!.. Hussain, Hussain Badshah, badshah, badshah Ya Hussain..(2) zindagi ke saath bhi, zindagi ke baad bhi Baadshah hamara Ya Hussain.. Hussain Aaqa shahe karbobala, tune bada kaam kiya deen pe sab waar diya, phir bhi tera sar na jhuka ghar diya, sar diya, bach gaya la ilaah saj gayi karbala karbala ke saath bhi, karbala ke baad bhi..(2) Baadshah hamara Ya Hussain.. Hussain Janam Ya Hussain..!!! Janam Ya Hussain..!!! Janam Ya Hussain..!!!.. Hussain, Hussain Janam Ya Hussain..!!! Janam Ya Hussain..!!! Janam Ya Hussain..!!!.. Hussain, Hussain Maula awaaz do, hume parwaaz do hum azadaro ki taqdeer jaga do aapka saath ho aapki baat ho dil mera apna azakhana bana do Maula Maula Hussain, Ya Maula Hussain..(2) zindagi ke saath bhi, zindagi ke baad bhi Baadshah hamara Ya Hussain.. Hussain Jeete raho ehle azaa, dil mein rahe karbobala shaad raho chalte raho, pehne hue shale azaa hai dua, ho sadaa, har jagah, ye azaa ye sadaa ye nawaa majliso ke saath bhi, majliso ke baad bhi..(2) Baadshah hamara Ya Hussain.. Hussain Janam Ya Hussain..!!! Janam Ya Hussain..!!! Janam Ya Hussain..!!!.. Hussain, Hussain Janam Ya Hussain..!!! Janam Ya Hussain..!!! Janam Ya Hussain..!!!.. Hussain, Hussain Maula awaaz do, hume parwaaz do hum azadaro ki taqdeer jaga do aapka saath ho aapki baat ho dil mera apna azakhana bana do Maula Maula Hussain, Ya Maula Hussain..(2) zindagi ke saath bhi, zindagi ke baad bhi Baadshah hamara Ya Hussain.. Hussain Nabi, Ali o Fatima, Hasan ke chayn Marhaba! Maula Maula Hussain, Ya Maula Hussain Khuda ke noor, panjetan ke noor e ayn Marhaba! Maula Maula Hussain, Ya Maula Hussain Sada rahe ye silsila, na toote tujhse raabta tu dhadkano mein bus gaya, tu rooh mein sama gaya tu dhadkano mein bus gaya, Hussain.. tu rooh mein sama gaya, Hussain.. lahu mein mere goonjta, Hussain.. hamara hai ata pata, Hussain.. Salam aashiq e Khuda Salam jaan e Mustafa Salam qalb e Murtaza Salam rooh e Fatima Salam shah e karbala Ghareeb e Nainawa Ghareeb e Fatima Ghareeb e Murtaza Hussain Ya Hussain..(3)