لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Kya pata zindagi ka

Nadeem Sarwar2021
ShiaNohaLyrics
Hussain ya hussain maula hussain ya hussain Hussain ya hussain maula hussain ya hussain Hussain ya hussain maula hussain ya hussain Aye wa ghareeb.. Hussaina Aye wa shaheed.. Hussaina Aye wa mazloom.. Hussaina Aye wa mazloom.. Hussaina Hussain ya hussain maula hussain ya hussain Karo matam karo shahe karbobala ka kal ho na ho kya pata zindagi ka Aye azadaro, Zahra ke pyaaro tumko shaheed e karbala ne pukara Karo matam karo shahe karbobala ka kal ho na ho kya pata zindagi ka 1. {Salam zahra ke mahparo Salam haider ke chand taro}..(2) Naiza sawaro, aye jaa nesaro..(2) karbala walo lo salaam hamara karo matam karo saari fauje khuda ka kal ho na ho kya pata zindagi ka Karo matam karo shahe karbobala ka kal ho na ho kya pata zindagi ka Aye wa ghareeb.. Hussaina Aye wa shaheed.. Hussaina Aye wa mazloom.. Hussaina Aye wa mazloom.. Hussaina Hussain ya hussain maula hussain ya hussain 2. {Hum ho na ho ye ghum to rahega kal koi hum sa matam karega}..(2) Farshe azaa to bichta rahega..(2) Ek din ye saara sansar kahega karo matam karo milke shahe huda ka kal ho na ho kya pata zindagi ka Karo matam karo shahe karbobala ka kal ho na ho kya pata zindagi ka Aye azadaro, Zahra ke pyaaro tumko shaheed e karbala ne pukara Karo matam karo shahe karbobala ka kal ho na ho kya pata zindagi ka 3. {Badle jo mausam, badle zamana gar hai ghumo se khudko bachana}..(2) farshe azaa se door na jaana..(2) toote dilo ka hai hussain sahara karo matam karo dil e mushkil kusha ka kal ho na ho kya pata zindagi ka Karo matam karo shahe karbobala ka kal ho na ho kya pata zindagi ka Aye wa ghareeb.. Hussaina Aye wa shaheed.. Hussaina Aye wa mazloom.. Hussaina Aye wa mazloom.. Hussaina Hussain ya hussain maula hussain ya hussain 4. {Laaya moharram hussain ka ghum hai kaale kapde, hai kaale parcham}..(2) nauhe sabilein, taziye matam..(2) sheh ki azaa ka pur noor nazara karo matam karo raazi dil sayyeda ka kal ho na ho kya pata zindagi ka Karo matam karo shahe karbobala ka kal ho na ho kya pata zindagi ka Aye azadaro, Zahra ke pyaaro tumko shaheed e karbala ne pukara Karo matam karo shahe karbobala ka kal ho na ho kya pata zindagi ka 5. {Bhoolenge kaise roze ashoora wo paara-paara gulshan e zahra}..(2) shah e zaman ka teero pe laasha..(2) laakho ne milke mazloom ko maara karo matam karo gul e khairun nisa ka kal ho na ho kya pata zindagi ka Karo matam karo shahe karbobala ka kal ho na ho kya pata zindagi ka Aye wa ghareeb.. Hussaina Aye wa shaheed.. Hussaina Aye wa mazloom.. Hussaina Aye wa mazloom.. Hussaina Hussain ya hussain maula hussain ya hussain 6. {Zahoor hoga zuroor hoga sheh ke haram mein aaenge maula}..(2) hujoom hoga ehle azaa ka..(2) us din kahega humse maula hamara karo matam karo har qateel e jafa ka kal ho na ho kya pata zindagi ka Karo matam karo shahe karbobala ka kal ho na ho kya pata zindagi ka Aye wa ghareeb.. Hussaina Aye wa shaheed.. Hussaina Aye wa mazloom.. Hussaina Aye wa mazloom.. Hussaina Hussain ya hussain maula hussain ya hussain Aye azadaro, Zahra ke pyaaro tumko shaheed e karbala ne pukara Karo matam karo shahe karbobala ka kal ho na ho kya pata zindagi ka kal ho na ho kya pata zindagi ka kal ho na ho kya pata zindagi ka