لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Syed Badshah

Nadeem Sarwar2021
ShiaNohaLyrics
Husaina Husaina Jab Chali deen ki aur uske madadgaar ki baat Ashiqe rabb ki, Muhammad ke wafadar ki baat Sabr ki pyas ki, Isaar ki kirdar ki baat Phir to hona hai, phir to hona hai mere syed-o-sardar ki baat Haaan Dil me dhadakta hai- Sayed Badshah mera Lab pe bhi rehta hai- Sayed Badshah mera Mera Wazifa hai- Sayed Badshah mera Aqaa mera Maula mera Syed Badshah Hussain Badshah Husain Sayed Badshah Husain x8 Hum bhi Azaadar hai, Haa wafadar hai Tere ghamkwar hai Sayed Badshah Husain (Jaan Husain Jaane jaa jaan Husain Dil o imaan Husain, haa mera sayed badshah Husain) x2 1. Ha Dil me rahe Maula mera Yaad rahe karbobla Jari rahe zikr sada Sath rahe farshe aza Milke ye har baar kaho Kaho Sau baar kaho Sab Azadaar kaho Syed Badshah Hussain Ma sha Allah tu behtari Sayed Badshah Subhanallah Sar zameen Teri karbala Jaane Jaane jaane ja jaane karbala x2 Sayed Badshah Husain x4 (Jaan Husain Jaane jaa jaan Husain Dil o imaan Husain, haa mera sayed badshah Husain) x2 2. Haa Swalle alaa Mohammadin Swalle alaa nabiyena Nana ka dil nana ki jaan Maula Husain Sayedina Sayado sardar hussian Mere sarkar hussain Mere mukatar hussain Sayed Badshah Hussain Ma sha Allah tu behtari Sayed Badshah Subhanallah Sar zameen teri karbala Jaane Jaane jaane ja jaane karbala x2 Hum bhi Azaadar hai, Haa wafadar hai Tere ghamkwar hai Sayed Badshah Husain (Jaan Husain Jaane jaa jaan Husain Dil o imaan Husain, haa mera sayed badshah Husain) x2 3. Haa Murshide Mann Ghazi rahe Sayyade mann Ghazi rahe Jaan Rahe ya naa rahe Jari azadari rahe Lab pe ye paigham rahe Ye sada aam rahe Bus tera naam rahe Sayed Badshah Hussain Ma sha Allah tu behtari Sayed Badshah Subhanallah Sar zameen Teri karbala Jaane Jaane jaane ja jaane karbala x2 Sayed Badshah Husain x4 (Jaan Husain Jaane jaa jaan Husain Dil o imaan Husain, haa mera sayed badshah Husain) x2 Haa hum hai fakirane Husain Matami darbane Hussain Sayed Badshsah Husain x4 4. Haa hum hai fakirane Husain Matami darbane Hussain Saare safeerane azaa Dil say hai qurban Husain Hum pe hai Ehsan tera Tu hai sultan mera Tu hai eman mera Sayed Badshah Husain Ma sha Allah tu behtari Sayed Badshah Subhanallah Sar zameen Teri karbala Jaane Jaane jaane ja jaane karbala x2 Hum bhi Azaadar hai, Haa wafadar hai Tere ghamkwar hai Sayed Badshah Husain (Jaan Husain Jaane jaa jaan Husain Dil o imaan Husain, haa mera sayed badshah Husain) x2 5. Haa roz wo ashoor ka tha shah ka ghar jis main luta Khoon bahattar ka baha aise sajaa deen e khuda Marhba shah ast hussain Badasha asst hussain Depana ast hussain Syed badsha Hussain Ma sha Allah tu behtari Sayed Badshah Subhanallah Sar zameen Teri karbala Jaane Jaane jaane ja jaane karbala x2 Hum bhi Azaadar hai, Haa wafadar hai Tere ghamkwar hai Sayed Badshah Husain (Jaan Husain Jaane jaa jaan Husain Dil o imaan Husain, haa mera sayed badshah Husain) x2 Mashallah tu bahtreen syeda badsha SubanALlah sarzameen teri karbla Jan e jaan jaane jaan karbala Jane e jaan jaane jaan karbala Hussain,,,,Hussain…Hussain…… Hussain,,,,Hussain…Hussaina…… Azadaaroo x3 Hum log Azadaar hai Seekhi hai wafa dar e shah e wafa se Karte hai bohot pyar shahe karbobala se Hote hi nahi dure kabhi farshe azaa se Ay Azadaaro x2 Ay sheh ke azadaro iss ghum ko manana hai Ye farshe azadari ghar ghar me bichana hai Shabbir ki ghurbat ka nauha bhi sunana hai Kyu karte hai ye matam duniya ko batana hai Haaye kya kya na sitam mere maula ne uthaya hai Nana se kiya wada sayed ne nibhaya hai Ek din me bhare ghar ko sehra me lutaya hai Ghum naujawan Akber ka- wawaila Husain Husain x4 Ghum Qasimo Asger ka Ghum Ghazi dilawar ka Ghum Haye bahattarka Ghum Berida behno ka Jalte hue khaimo ka Ghum Baali Sakina ka Ghum Pyase Shaheedo ka Wa ghurbata Husain, wa hasrata Husain, ay badshah Husain Husain Husain Husain Husain x2 Shaheede Karbala Husain Ghareebe Naynawa Husain Qatile bekhata Husain Zabihe Mariya Husain Nabi ka Dilruba Husain Jalale Murtaza Husain Shaheede Karbala Husain x2 Ghareebe Naynawa Husain Allahumma Swalle alaa Mohammadiw wa aale Mohammed