لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Main Alamdar

Nadeem Sarwar2024
ShiaNohaLyrics
Alamdar Alamdar Dekho Wo Tarayi Main Hai EK Mard E Wafadar Alamdar Alamdar Rakhe Hai Alam Dosh Pe Pyaso Ka Taraf Dar Alamdar Alamdar Dekho Wo Tarayi Main Hai EK Mard E Wafadar Rakhe Hai Alam Dosh Pe Pyaso Ka Taraf Dar Hai Goonji Is He Shair Ki Ghazi Ki Ye Lalkaar Gar Ijazat Dy Hussain Arsh Hila Sakta Hoon Is Alam Se Nayi Tareek Bana Sakta Hoon Han Main Alamdar Han Main Alamdar Main Hoon Abbas E Ali Main Wafaon Ka Wali Baat Jab Meri Chali Goonj Utha Ali Ali Han Meri Wafa Ali Aada Ali Sada Ali Han Meri Aba Ali Qaba Ali Nawa Ali Main Agar Chahon Tou Ek Hashr Utha Sakta Hoon Jalwa E Haider E Karar Dikha Sakta Hoon Han Main Alamdar Han Main Alamdar Abbas Ya Abbas Ya Alamdar Main Alamdar E Hussain Main Hoon Salar E Hussain Main Wafadar E Hussain Main Hoon Ghamkhwar E Hussain Han Mera Shah E Umam Jan O Dilam Hussain Hussain Han Mera Jah Ho Hasham Mera Bharam Hussain Hussain Shan E Shabir Hai Kya Aj Bata Sakta Hoon Tumko Adab E Hussaini Main Sikha Sakta Hoon Han Main Alamdar Han Main Alamdar Ye Muqadar Hai Mera Ye Alam Mujh Ko Mila Main Alamdar E Wafa Haider E Karbobala Ye Alam Khula Rahe Utha Rahe Saja Rahe Ye Alam Jama Rahe Data Rahe Sada Rahe Is He Dariya Pe Alam Apna Saja Sakta Hoon Aur Kate Hathon Se Parcham Ye Utha Sakta Hoon Han Main Alamdar Han Main Alamdar Abbas Ya Abbas Ya Alamdar Main Tou Aya He Nahi Jang Ladne Ke Liye Mashk Bharni Hai Mujhe Pyase Bachon Ke Liye Han Ye Wada Hai Sakina Se Nibahna Hai Mujhe Pani Lena Hai Kisi Se Bhi Na Larna Hai Mujhe Mujh Ko Larna Jo Para Kya Hoon Bata Sakta Hoon Ghaat Se Lakhon Ke Lashkar Ko Bhaga Sakta Hoon Han Main Alamdar Han Main Alamdar Aya Dariya Pe Jari Kanp Uthi Foj E Shaki Ye Hai Abbas E Jari Ya Hai Waqe Ali Bhaag Uthi Foj E Jafa Ghazi Jidhar Jidhar Mura Jiska Mun Jidhar Utha Bhaga Gira Nhi Ruka Bola Abbas E Jari Taig Utha Sakta Hoon Karbala Main Tumhe Sifeen Dikha Sakta Hoon Han Main Alamdar Han Main Alamdar Abbas Ya Abbas Ya Alamdar Bhar Ke Mashkiza Chala Jab Alamdar E Wafa Agayi Foj E Jafa Ghir Gaya Mola Mera Han Wo Mashkiza Cheda Bazu Kata Pani Baha Ghazi Raiti Pe Gira Shor E Qayamat Tha Bapa Ayi Ghazi Ki Sada Jan Luta Sakta Hoon Kese Pani Ke Bina Khaimon Main Jaa Sakta Hoon Han Main Alamdar Han Main Alamdar Gar Ijazat Dy Hussain Arsh Hila Sakta Hoon Is Alam Se Nayi Tareek Bana Sakta Hoon Han Main Alamdar Han Main Alamdar Abbas Ya Abbas Ya Alamdar