لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Mera Imam Hussain

Nadeem Sarwar2024
ShiaNohaLyrics
Imam Hussain Imam x4 Sab ko khabar ha sab ko pata hai Phir bhi hai lazim Yaad dilana Yaad dilana Ya Hussain Ho chuka hai faisla Hussain Imam Hussaina Sab ne yehi kah dia Hussain Imam Hussaina Aisa zamany main koi aa nahi sakta Kon hai wo badshah haan mera imam hussain Kon hai wo badshah haan mera imam hussain Aisa zamanay main Koi aa nahi skta Kon hai wo badshah haan mera imam hussain Bol Imam hussain Imam hussain Imam Hussain Mil kar kaho momino mera hai mera hussain Har qoum ki hai sada apna hai apna hussain Pak Muhammad ka nawasa mera moula Haider e karaar ka beta mera moula Kitno ki dharkan ma darakta mera moula Kitno k ghar ka hai ujala mera moula Naaz e Ali murtaza Hussain imam Hussaina Jaan o Dil e Fatima Hussain imam Hussaina Shan e Hussain aur koi jaan nhi sakta Waris e SalleAlaa Han Mera Imam Hussain Waris e SalleAlaa Han mera Imam Hussain Bol Imam Hussain Imam Hussain Imam Hussain Mera wird e zubaan Rahat e Jaan Mola Hussain Mera dil hai mera sara jahaan Mola Hussain Imam Hussain Ya Hussain Karbobala Saltanat Ishq E Khuda hai Syed o sadaat ki mehnat ki silaa hai Jab se qadam Aal e Muhammad ne rakha hai Khak ki is shehr ki ab khak e shifa hai Wali e Karbobala Hussain Imam Hussaina Waris e Khak e Shifa Hussain Imam Hussaina Kisne banaya issy Jannat ka nazara Kon hai wo rehnuma haan mera Imam Hussain Kon hai wo rehnuma haan mera Imam Hussain Bol Hussain Imam Hussain Hussain Imam Hussain Mil kar kaho momino mera hai mera Hussain Har ki qoum ki hai sada apna hai apna hussain Bad hai na Karbala Ashoor hai Sahra Samna Lakhon se Bahattar ka howa tha Kaam wo Shabbir ne phir kar k dikhaya Aik ne 9 lakh k lashkar ko haraya Kam bara kar dia Hussain Imam Hussaina Marhaba Sad Marhaba Hussain Imam Hussaina Khak ma Batil k iradon ko milaya Kon tha wo soorma han Mera Imam Hussain Kon tha wo soorma Han Mera Imam Hussain Bol Imam Hussain Imam Hussain Imam Hussain Han mera wird e zuban rahat e jaan Mola Hussain Han mera dil hai mera sara jahan mola Hussain Hussain Imam Hussain Iss tarah Shabbir ne waday ko nibhaya Rab ki raaza k liye ghar bhar lotaya Pyary fida kardiye kuch bhi na bachaya Ishq e khuda kya hai yeh dunya ko bataya Bol utha sara jahan Hussain Imam Hussaina Ap sa koi kahan Hussain Imam Hussaina itna bara kam koi kar nahi sakta Naam lo wo kon tha Han mera Imam Hussain Naam lo wo kon tha Han mera Imam Hussain Bol Imam Hussain Imam Hussain Imam Hussain Mil kar kaho momino Mera hai mera Hussain Har qoum ki hai sada apna hai apna hussain Ap sa rutba To koi paa nahi sakta Arey ban k Hussain aur koi aa nahi sakta Aisi misaal aur koi laa nahi sakta Itni bolandi pe koi jaa nahi sakta Aik hai bas aik tha Hussain imam Hussaina Aik rahy ga sada hussain imam Hussaina Arey koi bhi is baat ko jutla nhi sakta Kon hai jo chaa gaya Haan Mera Imam Hussain Kon hai jo chaaa gaya Haan mera Imam Hussain Bol Imam Hussain Imam Hussain Imam Hussain Haan mera wird e zuban rahat e jaaan mola Hussain Haan mera dil hai mera sara jahaan mola hussain Imam Hussain ya Imam Imam Hussain Ya Hussain Mola ko sadmo sy guzarty howy dekha Bhai ko beton ko bicharty howy dekha Jaan se pyaron ko tarapty howy dekha Samny gulshan ko ujarty howy dekha Aah kaleeja tera Hussain imam hussaina Wah tera hosla hussain imam hussaina Itny sitam aur koi seh nahi skta Yaad rahy ga sada haan mera imam Hussain Yaad rahy ga sada haan mera imam Hussain Ya Hussain Han mera Imam Hussain Han mera Imam Hussain Haye sar e karbobala jisko sakoon mila nahi Han mera imam Hussain Jiskaa tu kuch raha nahi jiska tu kuch bacha nahi Haan mera imam Hussain han mera Imam Hussain Lakhon se jo daba nahi mout se jo dara nahi Jiska wo sar kaat ty gaya, kat k bhi sar jhuka nahi Haan mera imam hussain haan mera imam hussain Imam Hussain ya Hussain Imam Hussain Ya Hussain Be kafan imam Hussain ya Hussain Be watan imam Hussain ya hussain