لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Wawaila

Nadeem Sarwar2024
ShiaNohaLyrics
Husain (a.s) Ya Husain (a.s) Ya Husain (a.s) Ya Husain (a.s) Yabna Zahra (s.a) Wawaila Wawaila, Wawaila Wawaila, Wawaila Wawaila, Wawaila Wawaila, Wawaila Wawaila Aal e Rasool Wawaila, Wawaila Wawaila, Wawaila Allah Kay Pyare Hain Zahra (s.a) Kay Tare Hain Kyu Ho Rahi Hai In Per Jor o Jafa, Wawaila Karbala Mein Pyase Hain Aal e Rasool, Wawaila Wawaila, Wawaila Wawaila, Wawaila Wawaila, Wawaila Wawaila, Wawaila Wawaila Karbobla Hai Khooni Fiza Hai Kunba Nabi Ka Khoon Ro Raha Hai Darya Ko Ghaire Foj e Jafa Hai Or Kab Se Pyasi Aal e Aba, Wawaila Karbala Mein Pyase Hain Aal e Rasool, Wawaila Allah Kay Pyare Hain Zahra (s.a) Kay Tare Hain Kyu Ho Rahi Hai In Per Jor o Jafa, Wawaila Husain (a.s) Ya Husain (a.s) Ya Husain (a.s) Ya Husain (a.s) Kaisa Sama Hai Dil Ro Raha Hai Kis Kay Liye Ye Maqtal Saja Hai Wo Jo Nabi Ka Mah e Laka Hai Us Per Hai Jari Jor o Jafa, Wawaila Karbala Mein Pyase Hain Aal e Rasool, Wawaila Wawaila, Wawaila Wawaila, Wawaila Wawaila, Wawaila Wawaila, Wawaila Wawaila Ik Din Mein Ujra Ghar Fatima Ka Hai Para Para Dil Mustafa Ka Aaghaz Hai Ye Karbobla Ka Arz o Sama Mein Matam Bapa, Wawaila Karbala Mein Pyase Hain Aal e Rasool, Wawaila Allah Kay Pyare Hain Zahra (s.a) Kay Tare Hain Kyu Ho Rahi Hai In Per Jor o Jafa, Wawaila Husain (a.s) Ya Husain (a.s) Ya Husain (a.s) Ya Husain (a.s) Pyasi Sakina Mashqeeza Thame Lipti Huwi Hai Apne Chacha Se Masoom Bachi Noha Kuna Hai Pani Lay Aao Pyare Chacha, Wawaila Karbala Mein Pyase Hain Aal e Rasool, Wawaila Wawaila, Wawaila Wawaila, Wawaila Wawaila, Wawaila Wawaila, Wawaila Wawaila Naam e Khuda Per Deen e Khuda Per Qurban Ho Ga Pyason Ka Lashkar Aoun o Muhammad Abbas o Akbar Qasim o Asghar Hon Gay Fida, Wawaila Karbala Mein Pyase Hain Aal e Rasool, Wawaila Allah Kay Pyare Hain Zahra (s.a) Kay Tare Hain Kyu Ho Rahi Hai In Per Jor o Jafa, Wawaila Husain (a.s) Ya Husain (a.s) Ya Husain (a.s) Ya Husain (a.s) Roz e Ashora Mehshar Bapa Tha Ik Din Mein Sara Ghar Lut Gia Tha Mazloom Pyasa Tanha Khada Tha Maqtal Mein Zahra (s.a) Ki Thi Sada, Wawaila Karbala Mein Pyase Hain Aal e Rasool, Wawaila Wawaila, Wawaila Wawaila, Wawaila Wawaila, Wawaila Wawaila, Wawaila Wawaila Yabna Zahra (s.a) Wawaila Haye Shaheed e Karbobla, Yabna Zahra (s.a) Wawaila Wawaila, Wawaila, Wawaila, Wawaila Ya Ali