لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Roz e ashura

Nadeem Sarwar2025
ShiaNohaLyrics
Ya Hussain... Kullo yawmin ashura, kullo arzin karbala Ya Hussain, Ya Hussain Kullo yawmin ashura, kullo arzin karbala Ya Hussain, Ya Hussain Allah Allah Allah Allah roz e ashura karo matam, karo ghum, aur padho nauha Arsh walo ne kiya farsh walo ne kiya chand taro ne kiya Ya Hussain, Hussain Hussain, Ya Hussain Ya Hussain, Hussain Hussain, Ya Hussain 1. Jab basi, jab basi Jab basi karbobala wo hai ashoor ka din jis ka ghum kam na hua wo hai ashoor ka din yaad me jis ki sada bicht hai farsh e azaa hota matam hai bapa paara paara hai dil e Zahra karo matam karo ghum aur padho nauha Allah Allah Allah Allah roz e ashura karo matam, karo ghum aur padho nauha Kullo yawmin ashura, kullo arzin karbala Ya Hussain, Ya Hussain Ya Hussain, Hussain Hussain, Ya Hussain Ya Hussain, Hussain Hussain, Ya Hussain 2. Momino, momino Momino socho zara dus(10) moharram jo hua ghar nabi paak ka tha jo tha lakho mein ghira jin pe har zulm hu jinko pani na diya pyasa hi maar diya aale Ahmed ka ujad jana karo matam karo ghum aur padho nauha Allah Allah Allah Allah roz e ashura karo matam, karo ghum aur padho nauha Arsh walo ne kiya farsh walo ne kiya chand taro ne kiya Ya Hussain, Hussain Hussain, Ya Hussain Ya Hussain, Hussain Hussain, Ya Hussain 3. Han suno, han suno Han suno ashura bibi Zainab se zara samne jiske luta ghar sar e karbobala jiska kuch bhi na bacha jiska dil tukde hua jiska ghar qaidi bana kaise Zainab ne ye sab dekha karo matam karo ghum aur padho nauha Allah Allah Allah Allah roz e ashura karo matam, karo ghum aur padho nauha Kullo yawmin ashura, kullo arzin karbala Ya Hussain, Ya Hussain Ya Hussain, Hussain Hussain, Ya Hussain Ya Hussain, Hussain Hussain, Ya Hussain 4. Woh Hussain, woh Hussain Woh Hussain jiski sadaa la ilaah illallah zere khanjar bhi kaha la ilaah illallah imteha'n aisa diya apna sab waar diya koi baqi na raha jiska pamaal hua lasha karo matam karo ghum aur padho nauha Allah Allah Allah Allah roz e ashura karo matam, karo ghum aur padho nauha Arsh walo ne kiya farsh walo ne kiya chand taro ne kiya Ya Hussain, Hussain Hussain, Ya Hussain Ya Hussain, Hussain Hussain, Ya Hussain 5. Ba khuda, ba khuda Ba khuda yaad rahe kya hai tehreeb e azaa ho azadari bapa aur namazein bhi adaa lab pe Ya Allah rahe Ya Rasulallah rahe Ya Ali Maula rahe aise hota rahe ashura karo matam karo ghum aur padho nauha Allah Allah Allah Allah roz e ashura karo matam, karo ghum aur padho nauha Kullo yawmin ashura, kullo arzin karbala Ya Hussain, Ya Hussain Ya Hussain, Hussain Hussain, Ya Hussain Ya Hussain, Hussain Hussain, Ya Hussain