لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Parcham mai hu abbas ka parcham

Naqvi Brothers2018
ShiaNohaLyrics
Parcham mai hu Abbas ka parcham (4) (1) Huseniyo ka nishan Husainiyat ka nisahan Hu dine Ahemad ki mai manzilat ka nishan Mai is jahan ka nishan mai Aakebat ka nishan Mitake rakh dunga munafeqat ka nishan Hai daste haidare karrar ne uthaya mujhe...... Esi liye to hu ucha....Parcham .. (2) Imam bado me mujhe sajate hai Meri ziyarat ko tamam aate hai Dua jab apni vo mujhe sunate hai Mere vasile se murad pate hai Khuda bhi mere vasile se sun raha he dua....... Esi liye to hu Ucha......Parcham.... (3) Panjetan pak ki panje me dua rakhta hu Sath zahera ki me har vaqt ata rakh ta hu Masq me Bali Sakina ki sada rakhta hu Aur fir usko kaleje se laga rakhta hu Karam hai mujpe bahot hi bada sakina ka..... Esi liye to hu Ucha......Parcham... (4) Vo puchte hai k kya mere farere mai Ajab he raz chupa hai mere farere mai Ye khuld jaisi hava hai mere farere mai Bimariyo ki shifa hai mere farere mai Mariz meri hava se sifa ye pate hai...... Esi liye to hu uncha......Parcham.... (5) Julus o matam mai mujhe uthate hai To pahele phulo  se mujhe sajate hai Jo phul Parcham se bikharte hate hai To log bad bad kar unhe uthate hai Hai mere phul pe jaise sabhi maraz ki dava...... Esi liye to hu uncha......Parcham..... (6) Vo zere karbobala mai khun rota raha Jari ne hatho mai mujhe uthaya tha Sakina bibi ki bhi masq thi mujhme Naher ki zanib jab mai masq leke chala To mujhko ghazi ne dariya mai Jake ghada tha.... Esi liye to hu uncha....Parcham.. (7) Kisine hath Jo daya qalam kiya uska To baye hath mai phir usne mujhko thama tha Jo meri masq chidi vo daya hath kata Jari zamin pe gira to mai zamin pe gira Hamesa raheta hu ghazi ke sog mai duba.... Esi liye to hu uncha....Parcham...... (8) Zari ne roke kaha k ay mere aaka Na mere lashe ko khaimeme leke jaiyega To lashae ghazi ko uthaya na sheh me Utha ke mujh ko chale vo apne khaimo mai Mere vajud mai bikhri hui hai karbobala...... Esi liye to hu uncha...Parcham..... (9) Mera Jo ziqr Rehan aur Suhail karte hai Duaye ghazi alamdar khub pate hai Jo apne ghar mai adab se mujhe sajate hai Hum ek roz unhe Karbala bulate hai Sada alam se ye aati hai ab talaq Haider...... Esi liye to hu uncha.....Parcham... Parcham mai hu Abbas ka parcham.. (4).