لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Aram Kahan Hai

Nasir Zaidi1990
ShiaNohaLyrics
Aram kaha hai hai Aram kaha x2 dashte aalam me zainab ko bhala Aram kaha x2 1 Katle shabbir bhi abbas bhi akbar bhi hoey Kat gaye aun-o-muhammed ke bhi maktal mei gale Lasha-e-ibne hasan ho gaya pamale jafa Aram kaha x2 Dashte aalam me zainab ko bhala Aram kaha x2 2 Teer jab asgher-e-masom ki gardn pe laga Deti thi khaime ke dar par khadi banu yeh sada Bin tere chain mile kese mere mahe laka Aram kaha x2 Dashte aalam me zainab ko bhala Aram kaha x2 3 Chid gayi mashke sakina labe darya asfsooz Be kafn khak pe hai sher ka laasha afsooz Pyaase bachchu ko koi chahne wala naa raha Aram kaha x2 Dashte aalam me zainab ko bhala Aram kaha x2 4 Chin gayi sar se rida jal gaya asbaab tamaam Bade shabbir numudar huwi kesi yeh shaam Khun kanu se baha bachchi ka damn bhi jala Aram kaha x2 Dashte aalam me zainab ko bhala Aram kaha x2 5 Sar shahido ke sa re nauke sina kaid-e-haram Ek do ka nahi sine mei bahattar ka hai gham Bediya pehne hoey lagaro bimar chala Aram kaha x2 Dashte aalam me zainab ko bhala Aram kaha x2 6 Ro ro kehti thi sakina mere ammu aao Mujko mare na layi aake inhe samjaao Kyo nahi sunte ho deti ho tumhe kabse sada Aram kaha x2 Dashte aalam me zainab ko bhala Aram kaha x2 7 Kafela jaata hai aab shaam ke bazaaro mei Chalte hai ahle haram zulm ke angaro mei Har kadam hoti hai bimar par ek taza jafa Aram kaha x2 Dashte aalam me zainab ko bhala Aram kaha x2 8 Bacche jo khak pe girte hai kuchal jate hai Gam se dil maa-o-ke sine senikal jaate hai Koi sunta nahi bewa-o-ki faryad-o-fuga Aram kaha x2 Dashte aalam me zainab ko bhala Aram kaha x2