لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Nazil hai karbala me nawasa rasool ka

Nazim Party2012
ShiaNohaLyrics
Hussain ya hussain hussain shaafi, hussain kaafi..(2) nazil hai karbala mein nawasa rasool ka..(2) Parcham khula hua hai hussaini asool ka nazil hai karbala mein nawasa rasool ka..(2) 1. Hai akhri salam ko akbar jhuke hue..(2) naksha bana hua hai ruku e rasool ka ya hussain hussain shaafi, hussain kaafi..(2) nazil hai karbala mein nawasa rasool ka..(2) 2. Jo hurmala ke teer ko asghar ne di shikast..(2) ab bal nikal gaya hai umayya ki bhool ka ya hussain hussain shaafi, hussain kaafi..(2) nazil hai karbala mein nawasa rasool ka..(2) 3. Allah ki kul raza ka malik mera hussain..(2) matlab ye hai nabi ke sajde mein tool ka ya hussain hussain shaafi, hussain kaafi..(2) nazil hai karbala mein nawasa rasool ka..(2) 4. Hai paani band malik e kausar ki aal par..(2) mu'n dekhti hai bibiya'n zahra ke phool ka ya hussain hussain shaafi, hussain kaafi..(2) nazil hai karbala mein nawasa rasool ka..(2) 5. Munkir nakeer mujhse jo kuch sadaa..(2) keh dunga nauhagar hu janabe batool ka ya hussain hussain shaafi, hussain kaafi..(2) nazil hai karbala mein nawasa rasool ka..(2)