لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Haq Mangne Ko Zehra

Qaimi Brothers2021
ShiaNohaLyrics
Haq mangneko Zehra darbaar me khadi hai Arshe ula pe rooh e Ahmed bhi ro rahi hai Laayi hai sath main wo baba ki ek sanad ko Koi tou Fathima ki haqaniyat ko samjho Allah janta hai sacchai joh chupi hai Zehra ko gham nahi hai baagh e fidak ka baba Gham ye hai jis ka kehna qaliq ne sach kiya tha Badkar ki zuban se jhutlayi jaa rahi hai Moula hassan yahan se guzrenge na kabhi bhi Ruq modhlenge apna yadh ayega joh maazi Wo jis gaali me Zehra chalte huwe girin hain Darbaar se nikal kar cha jayegi zaefi Dar bhi girega usper tutigin phasliyan bhi Zehra pe ab musibat har lamha badh rahi hai Zainab tadap ke boli ye sab bhi main sahongi Ek roz maa ke jaisi halaat meri bhi hogi Amma ko dekhti hai aur roti jaa rahi hain Dekhen joh zaqmi pehlu jab Fathima ka haider Pehlu pakad ke apna royenge itna Sarwar Phir sabr ye kahega mushkil me ab Ali hai Qatil se wo hi lega har ek Sitam ka badla Qaim ke sath aakar ek din rajjul hamara Ghazi ki muntazir wo turbat me rorahi hai