لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Kehti thi qamar tham ke yeh fatima zehra

Rizwan Rizvi2019
ShiaNohaLyrics
Kehti thi qamar tham ke yeh fatima zehra Rudat e sitam kaise sunau tumhe. Baba Tazeem kiya karte tey jis dar ke mohammed Usdar ko jalate hai addu agh laga kar Kehdo mere baba se ke dekhe yeh nazara Aate tey jaha leke farishte bhi ijazat Par dekhe zamana zara guztakiyeh ummat Bin pochey jalatey rahey darwaza e zehra Darwaze ki kilo se mera sina hai zakhmi Ris ris ke kalejo se lahu hota hai jari Har saas pe lagta hai ke marjaige dukhi Jis dhum se mere phelu par darwaza gira hai Usdum se mere hoton pe bus ek dua hai Aye fiza Bacchalo mere mohsin ko khudara Mai itne masaib mai girafatar hu baba Majboor hu bekas hu mai lacchar hu baba 18  baras mai he' mai lagti hu zaefa Ruksar mere neele hai aur usme waram hai Takleef se lagta hai ab akhiri dhum hai Zalim ne bht zor se mara hai tamacha Ankho ne mere dekhe hai woh dard ka manzar Haider ko rasn band ke lejatey hai dar dar Sartaj ko apney na baccha paiye mariza Ya rab gham e zehra ko chupane ka sabab ho Ho gusl ka hungam toh tareeke yeh shab ho Dekhe na ali mera yeh phelu e shikasta Shahid ne masaib jo likhe binte nabi ke Kohraam bapa hogaya rizwan ki sada se Roti ha