لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Tasbeehat e Hazrat e Zahra

Rizwan Rizvi2023
ShiaNohaLyrics
rooyie lab ha noor o qadr o kosar o taha zikr-e noorani-e aashik ha Tasbihaat-e hazrat-e zahra allahu akbar een hame jalal allahu akbar een hame shakooh allahu akbar dar rahe ali fatima istade misle ye koh sal-lallahu alaik ya fatimeh allah o akbar ummat ka zawaal allah o akbar zahra sa ka ye haal allah o akbar sher e zuljalaal hotey haii gum se ghut ghut ke nidhaal sallal la ----- (1) waa gurbataa! tanhaii hai aur mola zair e lab hai lamha lamha tasbeehaat e hazrat e zahraa sa alhamdolillah shikwaa na gilaa alhamdolillah wo sabr kiyaa alhamdolillah har gam pe sadaa maulaayee zahraa sa sajdey mein milaa sallal laa ho ----- (2) waa hasrataah! taarikiyaaii shab mein haider tanhaiiyooN mein ro ro kar padhtey haii aayaat e kausar mushkil kusha kii wo seena sipar jab kar rahii thii duniyaa se safar kaisaa samaaN tha dam e gusl o kafan zakhm e pehluu pe thii maula ki nazar sallal la---- (3) yaa sayyada ! pahochaaya tu ne ye qalmaa kehkar ali un wali ullah ghar ghar ali un wali ulllah jab tak terii saansooN ka tha dawa tera wazeefa tha har subh o shaam hathooN ko apne pehlu pe rakha ghar ghar deti thiye wilayat ka payaam (4) subhaan allah wo zahra kii wafaa subhaan allah mola pe hai fidaa subhaan allah baraey murtaza darbaar e baatil mein haq kii sadaa 5) Dard e jigar batla rahi hai khamoshi Kuch haalaat e hazrat e zahra Tasbeehat e hazrat e zahra Khaliq se hungam e raaz o niyaz Karti nahi hai hath o ko daraaz Jisdin se todi gayi passliyan Padhti nahi hai khadey ho key namaz 6) Waa turbataa! Aze y baqaiyaa pe jaake Chalees qabrein bana ke Zahra sa kii mayyat chupaa ke Thaamein huye bacchooN kii ungliyaaN Taktey they mola suyee aasmaaN Zahra sa ki furqat meiN pesh e khuda Faryaad kartey they shah e zamaaN Sallal la ho —— 7) Ho Lanat e uspar jo baad paighambar Chord aaya daman e haider Jalawaya siddiqa ka ghar Baiyat jo todey uspar lanate Muh ko jo modey uspar lanate Aal e nabi hai kashti e nijaat Unko jo chodey uspar lanate Salal____ 8) Ya Fatima Raah e Baqqiya ho asaaN Pochey shafi o RizwaaN Ho teri chaukat ke mehmaaN Allah o akbar is dar ki ata Alhumdulillah razi hai gadah Subhanallah binte nabi teri Marzi bani hai marzi e khuda