لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Qatl alamdaar ho gaya

Safdar Abbas2012
ShiaNohaLyrics
Haye Abbas....x4 Haye Abbas....x4 Mashk chidi baazu kate qatl alamdar hua Thi labe Hussain par buka Laachar hua main Khaak udaye Hussain Dashte bayaban me Qatl alamdar ho gaya Laachar hua main Khaak udaye Hussain Dashte bayaban me Qatl alamdar ho gaya Laachar hua main...x4 Aaj Ali ka pisar ban me akela hua Laashe shaheedon ke hain chaaron taraf ashkiyan Dil hain mera Karbala khak meri alqama Kaun sahara bane zulm ke tufan me Qatla alamdar ho gaya Laachar hua main Khaak.....Dashte....Qatla... Laachar hua main(2) Shiddate alaam se kaap raha hain badan Aayege imdad ko shere khuda sacchikam Bekaso laachar hain ek garibul watan Koi masiha nahi aaj bayaban me Qatla alamdar ho gaya Laachar hua main Khaak... Dashte.... Qatla.... Laachar hua main(2) Bhai ki sunkar sada dasht ko sarwar chale Padte huwe marsiya aankhon me aansu liye Raah me mazlum ko bhai ke bazu mile Ek qayamat hui tabse dilon jaan me Qatla alamdar ho gaya Laachar hua main Khaak .... Dashte.... Qatla.... Laachar hua main(2) Baazu uthate huwe bole Shahe Karbala Deen se bezaar hain ibne shahe lafata Zabt ke banzal sabhi toot gaye hain khuda Koi kami ab nahi maut ke saamaan me Qatla alamdar ho gaya Laachar hua main Khaak... Dashte.... Qatla... Laachar hua main (2) Thokre khate chale hath rakhe qalb par Furkate Abbas me tuti huwi thi kamar Kehte rahe har qadam qalbo jigar jaan se Naam mera le gaya dard ke quran me Qatla alamdar ho gaya Laachar hua main Khaak... Dashte....Qatla... Laachar hua main (2) Shah ko al mukhtasar bhai ka lasha mila Thaam ke dil shahe di karne lage marsiya Saath hamara abhi chhodo nahi bawafa Karte the ehle sitam zulm ke maidan me Qatla alamdar ho gaya Laachar hua main Khaak.... Dashte... Qatla... Laachar hua main(2) Gam tha labon par ruke kehne laga bawafa Aakhri deedar ko baaki tha yeh silsila Bhai ko bhai kaha jame shahadat piya Aur badhe ranjo gam qalbe pareshan me Qatla alamdar ho gaya Laachar hua main Khaak ... Dashte... Qatla... Laachar hua main(2) Khun me duba alam laye jo shahe zaman Khaymo me kohram tha bhai se boli Behan Chhodke Abbas ko aye ho kyu ghar mahan Shah ne rokar kaha dashte bayaban me Qatla alamdar ho gaya Laachar hua main Khaak.... Dashte... Qatla.... Safdar o Mazhar bhala kaise bayan hi woh gam Bali Sakina ke the bayn ye zere alam Laut bhi aao chacha aapko meri qasam Hashr utha khaymae sayyedae zeeshan se Qatla alamdar ho gaya Laachar hua main Khaak... Dashte.... Qatla.. Laachar hua main (2)