لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Ya husain ya husain ya aba abdillah

Safdar Abbas2013
ShiaNohaLyrics
Bich gaya farsh e azaa, hogaya matam bapa aati hai dil se sadaa, haye shahe karbala karte hai matam tera, haye qateel e jafa chand falak par dikha, aagaya maah e azaa phir safe bich gayi matam ki sada goonj uthi..(2) naam lene se mere dil ko aata hai chayn Ya hussain ya hussain ya aba abdillah..(4) 1. Chaar janib se julooso ki sabeelo ki feza aaj ghar ghar me azaa khana saja hai maula saari duniya mein bapa hogaya matam tera zebe tan kaale libaas sab ke chehre hai udaas ranj o ghum hasrat o yaas phir safe bich gayi matam ki sada goonj uthi..(2) naam lene se mere dil ko aata hai chayn Ya hussain ya hussain ya aba abdillah..(4) 2. Saal bhar ghum mein tere yu'n bhi nahi dil ko chayn chand dekha jo moharram ka utha shoro shayn sab azadaro ke lab par hai buka haye hussain zebe tan kaale libaas sab ke chehre hai udaas ranj o ghum hasrat o yaas phir safe bich gayi matam ki sada goonj uthi..(2) naam lene se mere dil ko aata hai chayn Ya hussain ya hussain ya aba abdillah..(4) 3. Madar e madar e paak am Deeda chaun seena e chaak am Lab kuni girya bakatam Ma azaadare Hussaini migar shaheed shabe in Ba asmaane wafa surate nareed shabe in zebe tan kaale libaas sab ke chehre hai udaas ranj o ghum hasrat o yaas phir safe bich gayi matam ki sada goonj uthi..(2) naam lene se mere dil ko aata hai chayn Ya hussain ya hussain ya aba abdillah..(4) 4. Ruhe ghum deeda e maara Dile shueeda e maara Binigar deeda e maara Hamesha dar ghume karbobala kunad nauha Hamesha matame shabbir mee kunad barpa zebe tan kaale libaas sab ke chehre hai udaas ranj o ghum hasrat o yaas phir safe bich gayi matam ki sada goonj uthi..(2) naam lene se mere dil ko aata hai chayn Ya hussain ya hussain ya aba abdillah..(4) 5. Mere maula meri har saans tere ghum pe nisaar Hai hawa sog me dube huwe parcham pe nisaar Hai tere maatami maula tere maatam pe nisaar zebe tan kaale libaas sab ke chehre hai udaas ranj o ghum hasrat o yaas phir safe bich gayi matam ki sada goonj uthi..(2) naam lene se mere dil ko aata hai chayn Ya hussain ya hussain ya aba abdillah..(4) 6. Haye yeh chashme tasawwur jo gayi karbobala Tere gardan pe jo chalta huwa khanjar dekha Khaak udate hai isi ghum me sabhi ehle aza zebe tan kaale libaas sab ke chehre hai udaas ranj o ghum hasrat o yaas phir safe bich gayi matam ki sada goonj uthi..(2) naam lene se mere dil ko aata hai chayn Ya hussain ya hussain ya aba abdillah..(4) 7. Zikre au manzile maa hast Matamaz hasile maa hast Game au dar dile maa hast Rozo Shabbar dile ma hast justujoobe Hussain Salamo aasi biya karavi matoobe Hussain zebe tan kaale libaas sab ke chehre hai udaas ranj o ghum hasrat o yaas phir safe bich gayi matam ki sada goonj uthi..(2) naam lene se mere dil ko aata hai chayn Ya hussain ya hussain ya aba abdillah..(4) 8. Dile man fajlaye hay shaas Be kun tu aadayi baayaas Bazere parcham e Abbas Take jaun aste biya mikuni madaye Hussain Binigar hardu zama hast dar nawaye Hussain zebe tan kaale libaas sab ke chehre hai udaas ranj o ghum hasrat o yaas phir safe bich gayi matam ki sada goonj uthi..(2) naam lene se mere dil ko aata hai chayn Ya hussain ya hussain ya aba abdillah..(4) 9. Jab bhi tere pyaas pe Mazhar ne likha haaye Hussain Maine rote huwe safdar yeh kaha haaye Hussain Yoon laga saare jahaan me hain sada haaye Hussain zebe tan kaale libaas sab ke chehre hai udaas ranj o ghum hasrat o yaas phir safe bich gayi matam ki sada goonj uthi..(2) naam lene se mere dil ko aata hai chayn Ya hussain ya hussain ya aba abdillah..(4)