لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Haazir hai Azadar

Safdar Abbas2014
ShiaNohaLyrics
Husain husain husain husain ya sarallah..(2) ae husain ibne ali, bus haqeeqat hai yahi dil amanat hai teri, jo tere naam likhi ba khuda ya husain, har jagah ya husain tere matam ke liye jab mila ya hussain seene me tamannae shahadat hai hamare hazir hai azadar tu halmin ki sada de hazir hay ya husain..(4) husain ibn e ali tere janesar hai ham tere ghulam hai maidaa ke shehsawar hai ham ye jaan tumpe lutane ko beqaraar hai hum batil ko kuchalne ke hai mazboot irade.. hazir hai azadar tu halmin ki sada de hazir hay ya husain..(4) tere karam ke talabgaar banke bolenge wafa-o-ishq ka meyaar banke bolenge misaale misam-e-tammar banke bolenge bolegi zaba kehke bhi ye daar pe jaake hazir hai azadar tu halmin ki sada de hazir hay ya husain..(4) qayam apna mawaddat ki kaynat me hai wafa ke shaah ka parcham hamare haath me hai hum uski ghaat me dushman hamari ghaat me hai maidan me aenge lagate hue naare hazir hai azadar tu halmin ki sada de hazir hay ya husain..(4) ae badshahe do alam ae warise kaunain hamara tumse hai wada dile rasool ke chayn zamana saara pukarega ya husain husain kehte hue labbaik chale aaenge saare.. hazir hai azadar tu halmin ki sada de hazir hay ya husain..(4) tod kar daaro rasan, sab shikan zulm shikan bole ye baandh kar kafan.. ae shehenshahe zaman, ho juda sar se ye tan para para ho ye badan.. kuch khauf nahi hote rahe laakh dhamake.. hazir hai azadar tu halmin ki sada de hazir hay ya husain..(4) bam dhamaka jo hua, khoon me doobi fiza kaanp kar reh gai hawaa.. lashkare ehle aza, aage badhta hi raha