لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Maula Maula Husain

Saif ali joo2015
ShiaNohaLyrics
Husain ya husain..(3) Ae mere maula husain..4) Husain ya husain..(3) Maula maula husain..(9) Maqtale karbobala khoon me dooba hua de raha hai ye sada.. Wa husaina... Maula maula husain..(9) 1. Pyasa hai mera husain hai mera noore ain Kar rahi hai yahi bayn maa fatema zahra 2. Zakhm se choor haii watan se door hai Haaye majboor hai ghaazi bhi naa raha 3. De chuka noore nazar de chuka saara wo ghar Aur khanjar ke tale uska sajde me hai sar 4. Akbar bhi maara gaya seene me khake sina Zamee pe tha wo pada de raha tha wo sada 5. Sitam ye kaisa hua ye bata karbobala Haaye khanjar ke tale mera maula hai pada 6. Saif ali ghum zada  kya karu mai baya tha museebat ka samaa, haaye wa wayla Wawayla husain..(8) Maula maula husain..(9)