لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Haye Nafsullah haye noorullah

Sajjad Merchant2014
ShiaNohaLyrics
Haaye NAFSULLAH Haaye NOORULLAH Haaye NAFSULLAH Haaye NOORULLAH YA ALI(ASWS) YA ALI(ASWS) YA ALI(ASWS) Sar pe BISMILLAH ke tegh e sitam ka waar hai Sajda e khaliq me zakhmi HAIDER E KARRAR HAI(ASWS) 1)Aj hai mehrab me saara musalla khoo(n) me tar Haye ghurbat ho gaya kabe ka kaba khoo(ń) me tar Bolte quraan se jari lahu ki dhaar hai Haaye NAFSULLAH Haaye NOORULLAH Haaye NAFSULLAH Haaye NOORULLAH YA ALI(ASWS) YA ALI(ASWS) YA ALI(ASWS) 2) Nauha-e-HASNAIN(asws) hai wa MUSTAFA(asws) wa MURTAZA(asws), ZAINAB(asws) o KULSOOM(asws) ke naalo se hai mehshaar bapa Nauhakhaw(n) hain AMBIYA JIBREEL matam daar hai Hae Nafsullah Hae Nurullah Hae Nafsullah Hae Nurullah YA ALI(ASWS) YA ALI(ASWS) YA ALI(ASWS) 3) Woh joh NAFSULLAH NOORULLAH WAJHULLAH tha, Woh jo BAABULLAH ISMULLAH AINULLAH tha, Aj uske gham me khud Tauheed bhi ghamkhwaar hai Haaye NAFSULLAH Haaye NOORULLAH Haaye NAFSULLAH Haaye NOORULLAH YA ALI(ASWS) YA ALI(ASWS) YA ALI(ASWS) 4)Woh hua zakhmi jo hai deene khuda ki aabru Ayaate Kubra ki peshaani se bheta hai lahu Uske gham me muztareeb har ek roza daar hai Haaye NAFSULLAH Haaye NOORULLAH Haaye NAFSULLAH Haaye NOORULLAH YA ALI(ASWS) YA ALI(ASWS) YA ALI(ASWS) 5)Zehre qatil woh tha ke haaye tadap uttha tabib Dekh kar zakhme ALI(asws) sar peet kar bola tabib Ab shahadat lazmi hai zindagi dushwaar hai Haaye NAFSULLAH Haaye NOORULLAH Haaye NAFSULLAH Haaye NOORULLAH YA ALI(ASWS) YA ALI(ASWS) YA ALI(ASWS) 6)Haaye MAULA khe ke rote hain sabhi jinno bashar Kat gaya yeh dekh kar Hamid farishto ka jigar Hamla aawar zeher me dubi hui talwaar hai Haaye NAFSULLAH Haaye NOORULLAH Haaye NAFSULLAH Haaye NOORULLAH YA ALI(ASWS) YA ALI(ASWS) YA ALI(ASWS)