لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Haram e shah kuja

Sayed Shabrez2017
ShiaNohaLyrics
Harame shah kuja...kucha-o-bazar kuja Tauq-o-zanjeer kuja... Aabide bimaar kuja Rukh madine ko kiya aur kaha Aabid ne Majmae aam kuja itrate athar kuja Binte zahra ka wazifha tha chale aao jari Fauje aagyaar kuja zainabi kirdaar kujaa Nauha quraan ke paro ne padha ro rokar Ahle quraan kuja Ahle sitamgaar kuja Aye ujalo tumhe rehna hai gawah mehshar me Raahe bazar kuja  hae hayadaar kuja Jinke sajdo pe ibadaat ne kiya ho sajda Baniye zulm kuja khuld ke mukhtar kuja Ek sadma bhare darbar ye dekha yawar Dukhtare shah kuja shami talabgaar kuja