لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Abbas Ho Kahaan

Shabbir and Abbas Tejani2011
ShiaNohaLyrics
Abbas Ho Kahaan (Mere Abbas ho kahaa(n)) x2 Abbas ho kahaa(n), mere Abbas ho kahaa(n) Bemakhna aur be chadar Kehti hai bibi Zainab rokar Ay sheyr-e-karwaa(n) (Aal-e-nabi aur sham ka rasta, Koi nahi zainab ka sahara, Abbas ho kahaa(n)) x2 Sharm ye ati hai mujhko ke, sar pe nahi koi bhi parda Sharm ki had hai ye ghazi ke, dekh rahe ho tum ay bhayya Kaise karu(n) baalo(n) ki chadar Khaak-e-shifa ko sar pe rakh kar Ab hu(n) mei yak-zabaa(n) Mere abbas ho kahaa(n) (Aal-e-nabi aur sham ka rasta, Koi nahi zainab ka sahara, Abbas ho kahaa(n)) x2 Gham se bhara hai qalb ye mera, Sham ke is darbaar ke andar Tasht tille pe bhayi ka sar hai, nok-e-sina par tu ay dilawar Zakhm hazaro(n) hai ye dil mei(n) Mei hu(n) anbaar-e-qatil mei(n) Hu aayina-e-maa(n) Mere abbas ho kahaa(n) (Aal-e-nabi aur sham ka rasta, Koi nahi zainab ka sahara, Abbas ho kahaa(n)) x2 Ponch gaye shiree(n) ke gar pe, pooch rahi hai wo hasrat se Saath mei aye hai kya maula, ayi hai Zainab kya ghurbat se Boli ke haaye mei hu(n) Zainab, Aal-e-muhammad ke bete sab, Neze pe hai(n) yahaa(n) (Aal-e-nabi aur sham ka rasta, Koi nahi zainab ka sahara, Abbas ho kahaa(n)) x2 Choti si qabrei(n) kitni banawu(n), sham ke raste mei bacho(n) ke Sukhi zabaa(n) hai garm hawa hai, hosh nikalti hai pyaaso(n) ke Eik rasan aur bara gale hai Taziyaa(n) aur durre lagte hai Hai pusht par nishaa(n) Mere abbas ho kahaan (Aal-e-nabi aur sham ka rasta, Koi nahi zainab ka sahara, Abbas ho kahaa(n)) x2 Jiske gale par khud ahmad ne, bose lagaaye the roro kar Khaymo(n) ke dar se dekh rahi thi, hone laga jab tan se juda sar Tha bachpan mei sawaar-e-payambar Aya hai jo ye Nok-e-sina par Hai natiq-e-quraa(n) Mere abbas ho kahaan (Aal-e-nabi aur sham ka rasta, Koi nahi zainab ka sahara, Abbas ho kahaa(n)) x2 tum bhi nahi mere ghazi aur, na akbar hai na asghar hai had hai ke ab mere sar par bhi, bhayi nahi koi chadar hai khake pathar zalim se ye Sham ke zinda(n) ko behne ye Jaati hai al-amaa(n) Mere abbas ho kahaan (Aal-e-nabi aur sham ka rasta, Koi nahi zainab ka sahara, Abbas ho kahaa(n)) x2 Bali sakina ko zinadan me, chhoti lahad me dafn karke Yaad ayi apne bhayi ki, us pal binte ali ko had se Phatta hai dil likh kar ay Tejani Zinda(n) mei zainab ye pukari Lekar jo siskiyaan Mere Abbas ho kahaa(n)