لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Shaam Bulawo

Shabbir and Abbas Tejani2011
ShiaNohaLyrics
Shaam Bulawo As-salaam alayki ya binte ameeral momineen As-salaam alayki ya binte khairu nisaail alameen As-salaam alayki ya zainabal kubra ( sham bulawo , sham bulawo , ay meri bibi , sham bulawo ) x2 itni duayen aaye hai leykar , mang rahe hain aapke dar par rad na karo jo kehte hain rokar ( sunlo sadaen , shah ki khahar ) x2 sar pe jo gham hai , usse chhurawo , ay meri bibi shaam bulawo ( sham bulawo , sham bulawo , ay meri bibi , sham bulawo ) x2 aik gari aur , jee nahi sakte kyun ke abhi hum, door hai tumse ankhon se ansu , girte rahenge ( humko sada do marne se pehle ) x2 jo bhi rukawat , hai wo hatawo , ay meri bibi , sham bulawo ( sham bulawo , sham bulawo , ay meri bibi , sham bulawo ) x2 jinno bashar ho, ya ho farishta tere hi dar par kerta hai sajda binte ali ye martaba tera , ( teri ziyarat karti hai duniya ) x2 ab tera roza , humko dikhawo , ay meri bibi sham bulawo ( sham bulawo , sham bulawo , ay meri bibi , sham bulawo ) x2 itne masayib jhele hai dilpar karbobala aur sham ka manzar khaymon se dekha kat ta huwa sar ( bhayi ka tumne jalti zamin par) x2 sabr ki malka , sabr sikhawo , ay meri bibi shaam bulawo ( sham bulawo , sham bulawo , ay meri bibi , sham bulawo ) x2 zulm se ddubi , aaj hai duniya rote hain mazloom , karte hai nawha dil me dua aur lab pe hai nara ( kisse kahe ab dard ye dil ka) x2 jine ki surat , humko sikhawo , ay meri bibi sham bulawo ( sham bulawo , sham bulawo , ay meri bibi , sham bulawo ) x2 shaam me aake dekhenge janat , kaash humari , hogi ye kismat maut bhi aye aur qayamat , ( tumse na hargiz , hoge yu (n) rukhsat ) x2 jaan humari , ake bachawo , ay meri bibi sham bulawo ( sham bulawo , sham bulawo , ay meri bibi , sham bulawo ) x2 jinki bhi ab tak , godi hai khali bete ata kar , unko ay bibi mang rahe hai , tumse ye jo bhi ( karde ata sab barde wo joli ) x2 ab to madad tum , karne ko awo , ay meri bibi sham bulawo ( sham bulawo , sham bulawo , ay meri bibi , sham bulawo ) x2 dekhna hai humko tera roza aake sunaenge yahi nawha tujhse kahenge dil ki tammanna ( ab hai tejani ka yahi wada ) x2 humko sada do, aur bulawo , ay meri bibi sham bulawo ( sham bulawo , sham bulawo , ay meri bibi , sham bulawo ) x2