لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

SHAAM KAISI

Shabbir and Abbas Tejani2012
ShiaNohaLyrics
SHAAM KAISI Sham-e- Gharibaa , Jhalte khayme , Zainab tanha Ghazi kahaan ho, koi nahi hai , uska sahara , uska sahara ( Shaam kaisi gharibo ( n) pe , wo shaam thi ) x2 Jisme Zainab lutti , Berida hogayi ( Shaam kaisi gharibo ( n) pe , wo shaam thi ) x2 Jhalte khaymo ( n) se, jab bahir aaye haram Boli ye Zainab , kistarha rakhungi qadam Haaye mei berdida berida hogayi ( Shaam kaisi gharibo ( n) pe , wo shaam thi ) x2 Jiske no bhaayi , maqtal mei mare gaye Jisne dekha tha , Shabbir ko teygh tale Sab se wo , haay juda , haay juda hogayi ( Shaam kaisi gharibo ( n) pe , wo shaam thi ) x2 Bahrain me momin pe , hote hai jo zulm -o- sitam Har su laashe hai , kistarha karenge raqam Aaj bhi karbala , karbala hogayi ( Shaam kaisi gharibo ( n) pe , wo shaam thi ) x2 Haider ki godi , mei jo bibi hai pali Beti Zahra ki , beparda sham chali Bhaayi se alvida , alvida hogayi ( Shaam kaisi gharibo ( n) pe , wo shaam thi ) x2 Ghabra ke Sakina , maqtal mei chali aayi Tanha ab hu ( n) mei , roke wo ye chillaayi Baap se jo vida , jo vida hogayi ( Shaam kaisi gharibo ( n) pe , wo shaam thi ) x2 Zainab ne bachaaya , Sajjad ko sholo ( n) se abid ko khandho (n), pe laayi khaymo (n) se Deen ki zamina , zamina hogayi Kya waqt para hai , ab dukhtar -e- zahra par Haaye ghayro ( n) se, wo mangti hai chadar Be amaa ( n), kis tarha , kis tarha hogayi ( Shaam kaisi gharibo ( n) pe , wo shaam thi ) x2 Khaymo ( n) ke baahir , zainab hai pehre par Abbas ki tarha , banke binte haider Sab ki wo aasra , aasra hogayi ( Shaam kaisi gharibo ( n) pe , wo shaam thi ) x2 Karta hai Abbas dua , ta hashr rahe zinda Is saare jahaa ( n) mei , maula matam ye tera Ye aza har jaga , har jaga hogayi ( Shaam kaisi gharibo ( n) pe , wo shaam thi ) x2